Ye Mere Rab Sachchi Chaahat Kya Hoti Hai
Tu Sabko Bata Longo Ko Pyaar Karna Aata Nahin
Inhe Pyaar Karna Sikha Chaahat Kisi Ka
Aansu Nahi Maangti Jitni Ho Sake Utni
Anjaan Ham Nahi Anjaan Tum
Nahi Anjana To Waqt Hai
Ham Ek Duje Ke Liye Apne Hain
Begana To Waqt Hai
Her Mausam Mein Tery Yaad Aati Hai Ki
Tujhe Chaahne Ke Baad Her
Mausam Ka Naam Chaahat Rakha Hai
Gum Dekar Bhee Khushi Deti Hai Isliye
Pyaar Hame Bas Pal Tadpata Hai
Dost Hamaare Tadap Se Tadapta Hai
Pyaar Hame Her Waqt Pariksha Mein Bithata Hai
Dost,Hamari Her Pariksha Khud Dilana Chaahta Hai
Mohabbat Ko Gar Gale Lagaya To Gum Mujhe Gale Laga Legi
Ham Tanha Hi Khush Hain, Mohabbat Se Mile To
Bhid Mein Bhee Tanhaayee Hame Kha Legi
Mubarak Ho Mohabbat Unko Jo
Ye Mausam Mujhe Chidha Rahi Hai
Paani Ki Her Bund Par Tera Mukhda Dikha Rahi Hai
Ye Patte Hanste Hain Mujh Par
Aur Inki Mujhe Sata Rahi Hai
Ise Diwaangi Kahun Ya Paagalpan
Her Chehre Mein Tujhe Talaashti Hai
Mery Nigaahe Is Kadar Bechain Hokar
Kyun Her Pal Tera Rah Takti Hai
Aansu Hi To Milta Hai
Phir Kyun Log Mohabbat Karte Hain
Dekar Apni Khushiyaan
Kyun Gum Ke Daur Mein Jeete Hain
Karine Se Chaaha Hota To
Chaahat Aaj Tumhari Hoti
Japha Na Kiya Hota Mohabbat Mein To
Mohabbat Aaj Tumhari Hoti
Bina Chaahat Ko Paaye
Chaahat Kaise Ki Jaati Hai Koi Hamse Puche
Agar Tanhayee Se Dar Lagta Ho To
Inse Mohabbat Kaise Ki Jaati Hai Koi Hamse Puche.