Sochta Hu Jab Tu Muje Naa Mili
To Shayad Maut Hii Muje Mil Jaaye
Ekk Andheri Raat Mita Chuki Thii Meri Hasti
Sehar Hone Par Mil Jaayenge Tuje Mere Saayein
Dost To Humare Bhee Kuch Kam Nahi
Magar Batein Ja Sake Aise Humare Gum Nahi
Kisike Bewafa Hone Ka Kyu Afsos Kare
Kisiki Wafao Se Bhar Jaaye Aise Humare Zakham Nahi
Apne Ghumon Ko Baya Karne Se A Hum Bhi Katrate Hai
Ab Hone Laga Hai Ehsas In Zakhamo Kaa Koi Marham Nahi
Apanii Soii Huii Duniyaa Ko Jagaa Luun To Chaluun
Apane Gamkhaane Mein Ik Dhuum Machaa Luun To Chaluun
Aur Ik Jaam-E-May-E-Talkh Chadhaa Luun To Chaluun
Abhii Chalataa Huun Zaraa Khud Ko Sambhaaluun To Chaluun
Ham Dahar Ke Is Viiraane Mein Jo
Kuchh Bhii Nazaaraa Karate Hain
Ashkon Kii Zabaanmein Kahate Hain
Aahon Se Ishaaraa Karate Hain
Mile Gam Se Apane Fursat To Sunaauun Vo Fasaanaa
Ki Tapak Pade Nazar Se May-E-Ishrat-E-Shabaanaa
[May=wine; Ishrat=happiness; Shabaanaa=night]
Read Full ShayariTu Saath Hai Mere To Muje Fir Kisi Ka Dar Nahi
Tere Peeche Iss Duniya Ki Muje Kuch Khabar Nahi
Muje To Apni Mohabbat Pe Bahut Naaz Hai
Aur Unhe Is Mohabbat Ki Kadar Nahi
Jazba-E-Umid Se Mila Hain Dard Kaa Fasana
Kis Umid Per Kayam Hain Ab Ye Zamana
Tark-E-Bewafai Koi Seekhey Bhee Toh Tumse
Mushkil Hain Itna Kya Wafayein Nibhana
Ketlo Andhkar Bharyo Hato Ae Ujaas
Marta Marta Jeevano Ek Prayas
Gerayali Rahi Ek Saanj Taari Zulfonthi
Emathi Chanayine Aavto Rahyo Prakash
Hokar Yu Bekhabar Kisi Se Muh Moda Nahii Karte
Tuti Hui Cheez Ko Aur Toda Nahii Karte
Seekeh Hain Sabhi Andaaz Tumse Hii Humne
Mohaabat Mein Dil Ko Hum Ab Joda Nahii Karte
Manzilein Apni Jagah Hain Raaste Apni Jagah Hain
Jab Kadam Hii Saath Naa De To Musafir Kya Karein
Yu To Hain Humdum Bhii Aur Hum Nafas Bhii Hain Mera
Badh Ke Koi Haath Naa De Dil Bhala Fir Kya Karein