Roh Tan Se Nikli Aur Jaan Jisam Main Nahi,
Namak-E-Deed Howa Khatam Aur Ansoon Chasham Main Nahi,
Na Chirak Namak, Mirchi Ya Tezab Aye Sanam,
Kyon Ke Zakam Ko Bharne Ki Salayiyat Kisi Marham Main Nahi,
Moddat Howi Hai Mujhe Apni Hasti Pe Azab Kiye Howe,
Guzarti Ja Rahi Hai Sadiyaan Khud Ki Zaat Ko Mehtab Kiye Howe,
Read Full ShayariAye Sanam Tujhe Ya Khuda Ki Khudai Ko Kya Jata Main Chod Kar?,
Marr Jata Poori Tarha Se Main Tumse Apni Raah Ko Mod Kar,
Read Full ShayariWo Humari Mohabbat Ka Diya Bujha Chuke,
Gair Ke Sath Apni Zindagi Nibha Chuke.
Rakh Lo Apni Khushi Ka Saman Apne Pass,
Hum To Apne Ghum Ka Saman Kab Ka Utha Chuke,
Tera Mere Kareeb Hona Na Hone Ke Hai Brabar,
Aye Sanam Tera Sath Mujhse Juda Hone Ke Hai Brabar,
Apne Iss Zulam Pe To Zara Ghor Toh Farma Jana,
Ke Tera Pyar Karna Mujhse Nafrat Karne Ke Hai Brabar,
Fasley Is Tarhan Se Howe Apne Darmiyan, Kisi Ki Buri Nazar Lagi Ho Jese,
Mere Kareeb Thi Par Main Ossey Cho Na Saka, Wo Mujhsey Door Hogayi Ho Jese.
Kuch Is Tarhan Se Tham Gaye Hain Mere Shab Wo Roz, Subha, Wo Sham Kuch Is Tarhan,
Kay Aye Dost Meri Umar Wo Puri Zindadi Ek Jaga Tham Si Gayi Ho Jese.
Hole-Hole Aye Jaan Tum Hi Mera Pyar Ho Gaye,
Qayamat Tak Ka Tum Hi Mere Liye Intezar Ho Gaye,
Tham Lijiye Humara Haath Na Tarq Kijiye Humara Sath,
Tumhare Liye Hum Bhi Jana Jine Ke Liye Tayar Ho Gaye,
Kese Sonayon Wo Bataon Main Apnon Ko Hal-E-Dil Apna!,
Jab Sine Main Kuch Bhi Nahin, To Kese Dikhaon Dil Apna!.
Azab-E-Sagar Wo Afat-E-Samandar Main Hai, Zehan Ka Khalal Apna,
Karordon Pareshaniyon Wo Mosibatoon Main Hai Mubtala, Aye Yaar Dil Apna.
Badal-E-Barsat Hai Par Barish Nahi Karta,
Sabab-E-Mehtab-E-Husaan Hai Par Chamka Nahi Karta,
Har Waqt Har Makhlooq Nigha Mein Us Ki,
Rab-E-Zuljalal Kabhi Bhi Soya Nahi Karta,
Muqadar-E-Ghum Banaya Teri Ik Khushi Ke Liye,
Apni Har Sans-O-Dhardkan Thami Teri Zindagi Ke Liye,
Tujhe Mila Mujh Jesa Par Jahan Mein Nahi Koi Tujh Jesa,
Sabaq Pana Chahiye Zamane Ko Tujhsi Hasil-E-Sadgi Ke Liye,