Aaj Jo Bhi Main Keh Raha Hoon
Use Sacche Dil Se Apna Lena
Khuda Na Kare Agar Kal Main Na Rahu
To Meri Yaadon Ko Bhula Kar
Apni Saari Zindagi Jee Lena
Haathon Ki Lakeeron Par Aitbaar Kar Lena
Bhorosa Hai To Hado Ko Par Kar Lena
Khona Pana To Naseebon Ka Khel Hai
Dil Jisse Bhi Apna Le Usise Pyaar Kar Lena
Tum Kehti Thi
Ek Din Hawa Mein Khusboo Hogi
Khamoshi Mein Bhi Ek Alag Si Dhun Gunjegi
Chandani Aur Bhi Shabnami Hogi
Har Adhure Kwaab Sach Honge
Tum Kehti Thi
Patjhad Mein Bhi Phool Khilenge
Ye Waqt Jaise Tham Jayega
Apne Pyaar Ki Yun Numaish Na Kar
Khuda Se Koi Sifarish Na Kar
Sapne Hote Hi Hain Tutne Ke Liye
Unke Sach Hone Ki Umeed Na Kar
Apne Gamo Ki Yun Numaish Na Kar
Apne Nasib Ki Yu Aazmaish Na Kar
Jo Tera Hai Tere Dar Pe Khud Aayega
Roz Usse Pane Ki Kwaish Na Kar
Jabh Suraj Dhalta Hai,
Toh Aashman Ka Rang Badal Jata Hai,
Jabh Kismat Badalti Hai,
Toh Logo Ka Dhang Badal Jata Hai.
By Manoj
Yaad Ayega College Hume Hamesha
Yaad Rehega Har Wo Pal Har Lamha
Jo Humne Is Duniya Mein Guazare The
Classroom Se Zyada Waqt
Ye Maine Kya Kar Diya
Ek Bewafa Ko Dil De Diya
Khusiyaan De Di Apni Saari Aur
Uske Hisse Ka Bhi Gam Le Liya
Sitmagar To Sitam De Kar Chaley Gaye
Hum Bhi Sab Kuch Bulaeye Chaley Gaye
Na Din Dekha Na Raat Dekhi
Teri Ibaadat Mein Ser Ko Jhukaye Chaley Gaye
Aap Aayi Humare Garib Khane Mein
Is Kaniz Ka Jahan Jaise Jannat Ho Gaya
Hum Khud Apni Aawaz Sunne Ko Taras Rahe The
Aapke Alfaaz Sune To Yeh Lamha
Saari Zindagi Ho Gaya
Chandni Mein Kud Ko Yun Na Sawariye
Aapko Dekhkar Chand Bhi Sharma Gaya
Phoolon Ko Apni Khubsurti Par Ghamand Tha
Yeh Chaand Sitaare Kya Jaane
Ye Zaamin Aur Aasmaan Kya Jaane
Pyaar Hai Hi Aisi Cheez
Ki Upar Wala Bhi Kya Jaane
Khuda Ke Farishte Kya Jaane
Mohabaat Ke Dushman Kya Jaane
Dil Ke In Zakhmon Ka Dard
Pathar Marne Wale Kya Jaane
Woh Guzre Pal Kya Tumhe Yaad Hain
Woh Humari Mulaqat Kya Tumhe Yaad Hai
Hum Mile The Jaise
Dubte Hue Suraj Ki Roshni
Badlo Se Hai Milti
Jaise Barish Li Boonde
Is Dhra Se Hai Milti
Bago Mein Koi Titli