Unka Humse Milna Pal Do Pal Kaa Hasna
Unka Humse Juda Hona Aur Umr Bhar Kaa Rona,
Unka Hame Behlana Aney Jhuthe Waadoon Se,
Unka Hamey Tarpana Apni Bemmani Bataon Sey?
Yu To Kartey Hain Sab Muhobbat Is Duniya Mein
Par Kya Kisi Ne Iss Ahsaas Ko Mujh Sa Mehsus Kiya Hain
Jab Bhii Karti Hu Ankhon Mei Band Bas Tera Hi Deedar Maine Kiya Hain
Dil Mein Jo Rehta Hai Baaton Mein Jhalakta Hain
Aaj Vo Samne Hai Par Anjane Hai
Phir Bhi Unko Hi Chahte Hai Hum Kais Dewane Hai
Rote Hai Na Haste Hai Na Kisi Se Kehte Hai
Vo Mere Hoke Bhi Mujhse Begane Hai
Glory Of The Sun Every Evening
When The Day Meets Its Dusk
I Sit In My Window
And Watch The Sinking Sun
Hame Milke Sapne Ye Dhikhatey Hain
Duur Jaake Jaane Kitna Tadpaatey Hain
Duniya Walo’n Se Kab Tak Bachey Hum Dosto
Pyaar Wale Bhii Aaj Kal Pyaar Ko Aajmaatey Hain
Dil Ke Zakhmo Ko Abhi Seeya Nahi Hain
Dard Shayad Bhada Hai Par Itna Nahi Hain
Unhone Chod Diya Haath Par Hame Gila Koyi Nahi Hain
Shayad Ye Thi Kimsat Hamari Dil Kehta Hai Vo Bewaffa Nahi Hain
Chaand Ko Dekhti Hu,
Usski Tannhayi Mehsus Karti Hu
Beyaan Karna Hai Mushkil Par,
Tumse Behad Pyaar Mein Karti Hu
Tannhayi Ki Bechaini Mein,
Tannha Safarr Aab Kat-Ta Nahi,
Shayad Hu Pagli Yaaron,
Apni Parchayi Ki Duri Se Bhi Darti Hu
Eh! Channd Tujhsey Karni Hain Jaaney Kitni Hii Baatain
Tere Tassavur Mei Kaati Hain Jaane Kitni Raatain
Dekha Karti Hu Tujhsey, Aankhin Mein Armaan Bhar
Kabhii Tu Bhii Aa Paas Thoda To Ehsaas Kar
Mere Hotte Huye Bhhi Hai Ek Dost Jaise Tannha Sa
Jaane Kyaa Fayedaa Hai Mere Usske Sang Hone Ka
Dil Se Kartey Hai Dil Ki Baatain
Par Dil Shayad Chhu Na Sake
Aaye To Hum Paas Bahut
Teri Ruh Chu Na Sake
The Person I Wanted To Be Friends Forveer
Is Now Like A Stranger To Me Today
He Was So Close To My Heart
But Today Being Near He Is No Where