Zakhum Muskuratey Hain Ab Bhi Teri Aahat Par
Dard Bhool Jatey Hain Ab Bhi Teri Aahat Per
Shabnami Sitaroon Mein Phool Khilney Lagtey Hain
Chand Muskuratey Hain Ab Beh Teri Ahat Per
Har Lamha Tarpati Hai Mujhay Guzray Lamhon Ki Yaad
Bohat Stati Hai Mujhay Guray Lamhon Ki Yaad
Baat Be Baat Par Hansna To Kabhee Jhagar K Naraz Hona
Sang Tere Guzrey Jo Lamhaat Mujhe Attey Hain Bohat Yaad
Duniya Ne Chena Woh Sub Kuch Jo Laga Mujhe Pyara,
Har Koi Mujhse Jeeta Or Mein Har Dam Hara
Jo Saaz Se Nikli Hai Woh Sada Subne Suni Hai,
Jo Saaz Pe Guzri Hai Woh Kisi Dil Ko Khabar Nahi
Wo Shaks Hum Se Bhulaa Na Gaya
Ek Pathar Raaste Se Hataea Na Gaya
Azmaeshon Me Tamam Dukh Dab Gai
Magar Us Ka Dukh Kahin Chupaa Na Gaya
Ankhein, Qissay, Main Aur Tum,
Batain Tanay Main Aur Tum.
Yadain Tairy Piaree Yadain,
Rahain Manzil Main Aur Tum.
Mere Is Tanha Kamrey Mein,
Raat Gey Jub Chand Utrey,
Halki Halki Sergoshe Mein,
Teri Sari Tasveerain Batain Kerti Hain,