Aa Jaao Ke Ab Waqt Kam Hai
Ye Akhyieh Tars Gahee Hain
Tere Deedar Ko Ke Ab Waqt Kam Hai
Aur Tarp Tarp Ke Intizaar Ker Rahi
When He Is Gone All Fairy Tales Are Uncovered
Myths Exposed
And Pains Magnified
The Greatest Pain Discovered
Kiya Hua Ager Mour Liya Mouh
Hum Se Humahre Saajan Ne
Pyaar Kay Bina Jite Dekhe
Hain Jaha Mein Hazar-O-Log
Tujhe Pyar Kerti Hun Itna
Samunder Mein Gehra Paani Hai Jitnah
Tujhe Yaad Kerti Hun Main Itnah
Jitnah Kerte Hain Log Yaad Khuda Ko Fariyaad Kay Liye
It Hurts To Love Someone
And Not Be Loved In Return
But What Is Most Painful Is To Love Someone
And Never Finding The Courage
Mere Dil Ki Mere Jazabat Ki Kimat Kya Hai
Ulajhe-Ulajhe Se Khyalat Ki Kimat Kya Hai
Mai.Ne Kyu.N Pyar Kiya Tumane Na Kyu.N Pyar Kiya
In Pareshan Savalat Ki Kimat Kya Hai
Na Shikaayatein Na Gilaa Kare
Koi Aisa Shakhs Hua Kare
Jo Mere Liye Hee Saja Kare
Mujh Hee Se Baatein Kiya Kare
Bhoola Fasaana Koi
Guzra Zamaana Koi
Saathi Puraana Koi
Ban Ke Bahaana Koi
Chupey Gaa Baadalon Ki Ott Mein Jub Chaand Ka Chehra
Dupatte Se Mera Woh Munh Chupana Yaad Aye Gaa
Barhe Gee Shaam Jub Aaiey Shafaq Ki Surkhiyaan Le Kar
Tu Mera Woh Haath Pe Mehndi Rachaana Yaad Aeiy Gaa
Kahin Ansuo Ki Hai Dastan
Kahin Muskurahto Ka Biya
Kahin Kho Diya Kahin Pah Liya
Kahin Ro Liya Kahin Gah Liya