Mera Hokar Bhii Khudh Ko Gair Kaa Batane Wale…
Door Kaise Jaoge Mujhse, Ey Hath Churane Wale …
Koi Humdam Naa Milega Tumhen Humsa Yahaan..
Hum To Mite Shauk Se, Ab Milenge Mitane Wale…
Zindagi Jine Ka Maza To Tab Aata Hai,
Jab Mout Ki Ungli Pakad Kar Chala Jaye.
Read Full ShayariAaj Phir Waqt Se Kisi Ne Maar Khayi Hai
Tabahi Ke Phool Se Mehfil Ye Sajayi Hai
Ranj-O-Gham Ke Daur Kabhi Gujre Hi Nahi
Dum Bhar Hi Khushi Thi Ab Bas Tanhai Hai
Chale Aaye Wo Yaar Aaj Apne Gareebkhane Main
Aur Hum Kar Gaye Kayi Khatayen Anjaane Main
Ye Kya Nasha Tha Meri Aankhon Main Ja Samaya
Ruth Gayi Khushi Wo, Umra Lagi Jise Kamane Main
Yun To Doston Kaiyon Ne Suna Hoga
Ki Pyar Main Neend Ud Jati Hai
Pyas Bhookh Mar Jati Hai
Kuch Aisa Hi Hai Aaj Ka Kalaam
Aanchal Lehrata Dikha To Sanson Main Ravangi Aayi
Teri Gaud Main Maine Bachpan Ki Ghadiya Bitayai
Kadam Sambhale Tere Haathon Ko Tham Ke Maine…
Roya Gar To Meri Bhuk Seene Se Laga Ke Tune Mitayi…
Mere Pyaar Main Aisa Mod Aaya Kyun…
Wo Atoot Bandhan Sanam Tod Aaya Kyun..
Jalata Tha Khud Ko Uske Andheron Main…
Pata Tha Usko Hi Apne Saveron Main…
Na Aa Sake Laut Ke Koi, Aisa Mera Jahaan Hain
Mere Jane Main Ab, Waqt Bacha Kahaan Hain
Do Ghunt Aur Ghum Ke Jindgee Pee Lun Jaraa
Tut Kar Bikhar Jaye Jo, Wo Armaan Kahan Hain
Itne Baadlon Main Kuchh Baadal Sapne Kehlate Hain…
Itne Anjaano Main Kuchh Ajnabi Apne Kehlate Hain…
Naa Bhulenge Kabhi, Wo Lamhe Nazar Karta Hun Aaj..
Hain Yahi Ganj-E-Umr Sabka Jo Yahan Bikhrate Hain…
Tayari Hain Aaj Kahin Jane Kii..
Doston Se Milne Milane Kii..
Chalta Hun Jara Waqt Se Pehle
Mujhe Aadat Hai Fisal Jane Ki..
Hun Raftaar Ka Rahi Main
Koshish Hawa Ko Harane Kii…
Naa Hai Koi Mujhse Aala Yahan
Par Mujhe Adat Hai Fisal Jane Ki…