Zindagi Hai To Khwaab Hai Khwaab Hai To Manzilein Hai
Manzilein Hai To Fasaley Hai Fasaley Hai To Rastey Hai
Rastay Hai To Mushkilein Hai Mushkilein Hai To Hausla Hai
Hausla Hai To Vishawas Hai Vishvas Hai To Paisa Hai
Awara Ban Gum Rahe Hain Galiyon Main
Unko Dhundh Rahe Hain Tanha Tanha Mehfilomae
Nazar Nahi Aye Hame Voh Kahi
Pagal Hai Mastane Hai
Chal Padi Hai Kashtiyaan Samandar Dur Hai Kinaraa
In Maajun Se Puch Lena Kya Haal Hai Hamara
Ab Hawaein Kareingi Roshiniyon Ka Faisla
Jis Diye Main Jaan Hogi Woh Diya Reh Jayega
Kisi Ki Shan Mai Kuch Kehnay Ko Maan Kerta Hai
Un Ka Liya To Mar Janay Ko Dil Kerta Hai
Wo Hi Kion Khayaloo Mai Aati Hai Bar Bar
Hamara Too Kisi Or Ko Bhi Chahnay Ka Maan Kerta Hai
Thodi Aur Bunddein Ban Gayee Hain
Barf Bhi Thodi Pighal Gayee Hai
Andhera Ab Chhatnei Laga Hai
Chehra Ab Dikhne Laga Hai
Chachundar Ke Sar Pe Chameli Ka Phool
Chachundar Ke Sar Pe Chameli Ka Phool
Utterly Butterly Delicious Amul
Ye Ladkiya Bhi Ajeeb Cheej Hoti Hai
Choti Si Baat Ka Tufan Bna Leti Hai
Kuch Kaho Toh Muh Fula Letti Hai
Kuch Karo To Pet Fula Leti Hai
Jo Vyakti Dariya Mein Apni Jahaaz Chhodne Ko Darta Hai
Ke Kahin Toofan Na Bahade Usko,
Use Yeh Bhi Samajhna Chahiye Ke
Toofan Zameen Par Bhi Aa Sakta Hai.