Shayari Kahu Ya Shab-E-Bekhudi Usse
Tamanna Kahu Ya Dil-E-Aashiqui Usse
Sanso Mein Basi Kushboo Vo Jaise
Ghulsan Kahu Ya Dil-E-Bandagi Usse
Nazrana Wafa Ka Leke Aaya Hoon Aaj Phir
Dilasa Dila Raha Hoon Ki Wo Mile Gi Aaj Phir
Dikhe Ga Aaj Phir Se Uska Noor-E-Aks Hume
Mile Gi Aaj Phir Se Woh Apsara Hume
Teri Chahat Ki Madhoshi Mein Dubta Hu Har Raat
Jane Kab Didaar-E-Yaar Ki Subha Hogi
Falak Pe Chaye Ga Kab Noor-E-Hamdam
Jane Kab Nigahe-Yaar-E-Tishnagi Hogi
Husn-E-Jamal Dekhu Ya Tere Roop Ki Daat Doon
Kya Kahoo Mehajabeen Bus Tum Pe Dil Aa Gaya
Kwaish To Bus Ye Hai Ki Baite Rahe Hum Rubaru
Zamane Ki Ulfaton Dekh Phir Apne Dil Ko Samjhaya
Maikhane Ki Chilmano Ko Dekte Hai Har Su
Tera Tassavur Ho To Dil-E-Karar Aajaye
Baite Hai Dil-E-Saki Ke Rubaru
Tum Chulo Do La Husn-E-Be-Shumaar Chajaye
Hai Khub Teri Nazar Kya Roop Mastana
Jawab-E-Husn Nahi Hai Banu Kyun Na Diwana
Tere Tasavur Ka Har Saksh Multabi Hai
Mile Jo Ek Pehar Karu Phir Na Ruksana