Jina Hai Ab Bas Tere Nam,
Tere Siwa Na Hai Jina,
Hum Kho V Jaye To,
Bas Tere Baho Me Khona
Guzrein Hum Agar To, Kab Tak Muhn Apna Yun Moda Karogi
Phir Dareechiyon Se Chori Chupe, Kab Tak Humein Tum Dekha Karogi
Jo Di Thi Kabhi – Kho Gayi, Beshak Jooth Tum Kehti Rehna
Magar Tasveer Meri Seene Se Laga, Kab Tak Aahein Tum Bhara Karogi
Abtak Zindagi Ka Har Lamha Tairai Hi Khayal Mai Beeta
Abtak Zindagi Ka Har Lamha Tairai He Khayal Mai Beeta.
Shuroo Howa Tha Chahat Ka Yai Silsila Tairai Hi Naam Sai.
Bus Ab Khatam Hoya Yai Silsila Tairai Hi Naam Per………
Chupke Se Jo Mere Dil Ko Chookar Kahin Chip Jaati Hai,
Woh Uski Baatein Hain Jo Mujhe Aaj Bhi Yaad Aati Hai,
Roz Mere Sapno Mein Aa Kar Mujhe Rula Jaana Uski Aadat Si Hai,
Fir Subah Bina Kuch Kahe Ansuon Ke Sang Ankhon Se Beh Jaati Hai,
Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai
Dosti Khilte Phool Ki Khushbu Mein Hai
Dosti Ugte Suraj Ki Kirno Mein Hai
Dosti Har Naye Rishte Ki Umeed Hai
Is Dard Bhari Duniya Mein, Kitne Tanha Hain Hum,
Yeh Dil Aur Hum Suraj Ki Roshni Mein Jalte Hai Har Dum,
Yeh Dil Aur Hum Na Hum Kisi Ke Yahaan, Na Koi Hai Humara,
Kaanto Ke Samandar Mein, Nahin Koi Kinara.
Har Gadi Har Jagh Bekar Sa Main,,
Zindagi Ki Zarorte Or Lachar Sa Main,,
Khushboo Lutata Raha Sada Phoolo Ki Tarah,,
Duniya Me Raha Phir Bhi Khakh Sa Main,,
For Attractive Lips
Speak Words Of Kindness…
For Lovely Eyes
Seek Out The Good In People…
For A Slim Figure,
Share Your Food With The Hungry…
For Beautiful Hair,
Let A Child Run His Or Her
Fingers Through It Once A Day…
Mein Nazar Se Pee Raha Houn, Ye Samaa Badal Naa Jaaye
Naa Jhukaao Tum Nigahein, Kahin Raat Dhal Naa Jaaye
Mere Askh Bhi Hain Is Mein, Ye Sharaab Ubal Naa Jaaye
Mera Jaam Chhune Waale, Tera Haath Jal Naa Jaaye
Haal-E-Dil Samajhne Wala Ik,Kaash! Koi To Ho,
Sang Hasne Rone Wala Ik, Kaash! Koi To Ho.
Do Palkein Khwab Sanjone Ko, Ik Kandha Sar Rakh Rone Ko,
Humsafar Ik, Humniwala Ik, Kaash! Koi To Ho.