Kaash Kabhi Kuch Aisa Ho Jaye,
Jab Bhi Main Karoon Use Yaad, Khabar Koi Use Ho Jaye
Guzarte Kisi Rah Se Akele,
Kisi Anzaan Mod Par Woh Mujhe Mil Jaye,
Mohabbat Karne Wala Shaksh Aksar Kuch Nahi Kehta Hai
Dariya Shor Karta Hai Samunder Kuch Nahi Kehta Hai
Kya Khamoshiyan Bhi Mazbooriyaan Samajhti Hai
Gale Se Jab Uterta Hai Zehar To Kuch Nahi Kehta
Hum Unse Mohhabbt Karte Chale Gaye
Aur Woh Thei Ki Humari Mohabbat Ko Nazarandaaz Karte Chale Gaye
Hum Dil Ke Har Raaz Unpe Zaahir Karte Chale Gaye
Aur Woh Thei Ki Har Baat Ko Hansi-Majak Samjhte Chale Gaye
Khud Ko Jaise Khud Se Door Karte Chale Gaye
Rafta Rafta Hum Unke Kareeb Aate Chale Gaye
Kahi-Unkahin Woh Nazron Ki Baatein
Isharon-Isharon Ki Woh Pehli Mulakaatein
Dard-E-Mohabbat Mein
Muskurana Humara Shauk Ho Gaya Hain
Dile-E-Tanhai Mein
Mehfilein Sajaana Humara Shauk Ho Gaya Hain