Hasna Ho Agar Tumhe Toh Humein Batana Zaroor
Hum Bhi Dekhna Chahenge Teri Hassi Ka Sarror
Teri Hassi Ke To Hum Kayal Huay Jaa Rahe Hain
Shayari To Kya…hum To Teri Hasi Par Nagma Likha Jaa Rahe Hain
Tum Kya Zindagi Se Gaye
Tabse Pholon Ne Murjhanaa Shuru Kar Diya
Humna Saaki Ke Tarah
Mehkana Shuru Kar Diya Hai
Yeh Toh Badapaan Hai Humara
Joh Unki Tasveer Aaj Bhi Seena Sa Lagya Bathen Hai
Unki Yaad Aaj Bhi Palkhon Main Chupaya Baathen Hai
Varna Unhonee Joh Kiya
Jis Par Hum Maar Mitein Usaa Pata Bhi Hai
Kya Geela Hum Karaa Woh Bewafaa Bhi Nahi
Ah Khuda Kya Khatta Thee Meri Joh Yeh Dard Diya
Pyar Diya Lekin Humdard Na Diya
Unse Mile Toh Shaer
Main Mashoor Ho Gaye
Jab Se Gaya Hai Hum Apne
Aap Se Bahot Dur Ho Gaye
Tere Aansoon Tere Gham Sab
Dil Main Rakh Loon Agar Tu Kehde
Teri Saanson Teri Soch Ko
Apna Bana Loon Agar Tu Kehde
Shaayad Unse Pyaar Karne Lagi Hoon
Pehle Mein Chain Se Soya Karti Thi,
Ab Raaton Ko Karvatein Badalne Lagi Hoon.
Pehle Mein Sabse Bahut Baatein Kiya Karti Thi,
Ab Chupchaap Rehne Lagi Hoon.
Pehle Mein Mehfilon Mein Raha Karti Thi,
Ab Akeli Rehni Lagi Hoon.
Shaayri Aur Kavitaaon Ka Shokh Nahi Tha Mujhe,