Green Grass, Blue Skies
Sick People, Sad Goodbyes
Dark Days, Empty Nights
People Dying, Violent Fights
Frightened Kids, Scared Moms
Divorced Parents, Lost Bonds
Starving Children, Bloodthirsty Thugs
Innocent Victims, Kids With Drugs
Devil Worshippers, Constant Crime
Shot Of A Gun, Nothing Is Fine
Tha 2000 Ki 22 July Ka Din
Kuruchetra Ke Ek Gao Mein Peda Hua Tha Ek Prince.
Kabhi Kissi Ne Nahi Socha Tha Ki Naam Se Jo Tha Prince
Ban Jayega Sach Mein Wo Har Dharm Ka Apna Prince.
Unhe Sabse Pehle Khat Mein Main Salam Likh ke Chup Tha
Jo Gujar Gai Hai Dil Pe Wo Tamam Likh Ke Chup Tha
Na Main Subaha Likh Ke Chup Tha Na Main Sham Likh Ke Chup Tha
Main Bahare Zindagi Ko Tere Naam Likh Ke Chup Tha
Pyar Banke Dil Ki Har Dhadkan Mein Shaamil Aap Hain
Dekhiye Dil Keh Raha Hai Meri Manzil Aap Hain
Dil Mein Hota Hai Ujaala Aapke Deedaar Se
Aapko Mere Siva Dekhe Na Koi Pyar Se
Ho Sakta Hai Ki Aaj Unhe Mere Pyar Aur Dosti Ki Zarurat Nahi,
Par Mujhe Lagta Hai Ki Dost Ko Uski Dosti Ka Ehsaas Tab Hota Hai,
Jab Wo Uski Zindagi Se Bohot Dur Chala Jata Hai.
Aur Beetein Hue Lamho Ki Kuch Haseen Yaadein Chod Jata Hai
Kon Kehta Hai Wo Mujh Se Juda Hai
Har Pal Wo Meri Palkon Mein Rehti Hai
Meri Har Saans Main Khusboo Hai Uski
Dil Ki Dharkan Bhi Yehi Kehti Hai
Haal-E-Dil Main Kaise Ose Suna Doon
Soae Howe Naseeb Main Kaise Jagaa Doon
Har Baat Uss Ko Batana Chahoon
Har Baat Uss Se Chupana Chahoon
Kya Halet Kar Di Iss Ne Yeh Kahani Suna Doon
Kyu Mera Beqarar Dil Iss Ghari Ka Intazaar Karta Hai
Uss Ki Jheel Si Ankhoon Mein Doab Kar Ik Taareehh Bana Doon
Mere Dil Ke Har Juzbe Ko Ik Bahana Samjhee Deewana Samjhee