Aapke Pyaar Mein Aise Dil Tadpa Hai
Jitna Ho Sake Utne Zakhm Paya Hai
Kitne Dard Sahe Phir Bhi Labh Pey Duwa Aaya Hai.
Dard-E-Gam Ke Ek Aag Sey Guzar The Hai.
Dil Se Kahe Doh Ki Tum Kwaab Ho Meri
Ek Chahat Hai Jaise Arman Ho Tum Meri
Na Kum Ho Woh Pehchan Ho Tum Meri
Kab Se Dil Tarsa Hai Woh Pyaar Ho Tum Meri
Aankhon Men Ashq Liye Baiti Hun
Dil Mein Tumari Muhabbat Liye Baiti Hun
Khoob Nibhaye Tumne Wafaa Chal Mann
Chale Gaye Ho Tum Mujhse Door Chal Mann
Meri Nazar Se Tum Dekho Tho Yaar Nazar Aaye
Zakhm-E-Dil Jab Tumhe Sataaye Gae
Sapno Mein Sajaya Hai Tumko
Sanson Mein Chupaker Dekhenge
Yeh Mere Aankhon Se Nikale Ashq
Pe Hai Ikh Junoon Tujhe Pahne Ke Liye
Yaad Toh Aksar Aati Hai Hume Aapki
Par Har Yaad Jatane Ke Liye
Aaj Dosto Se Juda Ho Rahi Hu
Jaane Kyu Itni Udaas Ho Rahi Hu
Kal Ka Suraj Hoga Aapke Saath
Humein Na Paaoge Tum Aapne Saath
Aaj Dosto Se Juda Ho Rahi Hu
Kuch Baatein Aapse Kahne Aaye Hu
Kuch Na Kahe Paon Mein Aaj Ki Raat
Humhe Na Dekhoge Tum Aapne Saath
Phir Yaad Aye Woh Bikhre Hue Nazare
Palkonpe Reh Gayee Hai Teri Yaadein
Jab Bhi Dil Udas Hai Teri Uss Zindagi Seh
Kabhi Rukthi Nahi Hai Kadam Tujhe Pahne Keh Liye
Tujhe Bhool Ke Na Bhulaa Sakoon
Tujhe Chah Ke Bhina Paa Sakoon
Joh Zindagi Tumhare Sath Guzri Woh Waqt Kaise Bhula Duh
Yaadh Ayee Tere Karthe Hai Hum Fariyad Apki
Humare Sapne Ko Thod Kar Gayee Hai
Dil Ka Armaan Ko Peecha Na Dekhe
Unke Woh Wafa Ki Baathein
Doh Kadam Saath Chal Ney Key Wadhe
Hum Tujhe Pukar Kar Apne Awaz Deh Gayee
Aapne Pyaar Ko Dil Mein Dafn Kar Gayee
Kis Tarha Aapne Pyaar Ka Ishar Karoon
Ab Mere Pyaar Ka Imtihaanna Kya Logey
Pukar They Hai Aapka Naam Sham-O-Seher
Dil Mein Chup Ke Pyaar
Hoti Nahi Humse Ishq Bayaan
Umar Kat Teh Pyaar Ke Intezar Main