Mehkati Hui Sard Ratoon Ke Sannaton Main
Kanpte Patoon Ki Halki Halki Sarsarahton Main
Mujhe Apna Wajood Bhi Aadha Sa Lga
Tere Baghair Is Lamhe Main Ne Jana K
Sooji Ankhen Udas Chehra,
Lagta Hai Raat Bhar Roye Ho
Mene Parh Liya
Tumhari Sooji Ankhon Ke
Us K Honton Ka Tabasum Rahe Qaim Ya Rab,
Us K Jeewan Main Khushyoon Ka Basera Kar De,
Tu Mere Qarb Ki Ratoon Ko Bhale Khatam Na Kar,
Us Ki Har Shaam K Aakhir Main Sawera Kar De,
Apni Tanhai Ka Aalm Tujh Ko Batau Kaise
Apni Barson Ki Tdup Chupaon Kaise
Raha Na Ja Tujh Tere Bin Ab
Main Apne Dill Ko Somajhu Kase
Tere Aane Ki Aas Rehti Hai,
Har Tammna Udaas Rehti Hai,
Aik Sehra Ka Karb Rehta Hai,
Aik Samandar Ki Pyaas Rehti Hai,
Sirf Ek Larki
Kash Mere Par Hote Main,
Tere Paas Ur Aati,
Kash Main Hawa Hoti,
Teri Chahat Ki Pehli Boond,
Meri Zaat Ke Tapte Sehra Main,
Kuch Youn Pari
Ke Jese Baad-E-Saba,
Tum Dekh Sakte Ho To Sirf Itna,
Honthon Pe Muskurahat Hai,
Khilkhilahat Hai Lekin Aey Ajnabi
Talaash Sakte Ho’ To Talaash Lo,