Geron Se Kaha Tumne,Geron Se Sunna Humne
Kush Hum Se Kaha Hota,Kush Humse Sunna Hota
Ussne Ek Badshah Ko Khatt Likhe The.Par Koi Bhi Jabaab Na Aya Tha.
Usse Patta Tha Ke Jabaab Nahi Ayega Kion Ke
Aankhon Se Meri Ashko Ki,Kabhi Barsaat Thammi Nahi
Khuda Ke Sibaye Meri Zindagi Main,Koi Bhi Nahi
Koi To Hoga Zindagi Main,Mujhko Gamm Yaaro
Be-Bajah Hi Aankhon Main Meri,Yuhi To Nammi Nahi
Jab Kismat Main Hi Gam Ho Likhe,Fhir Khushiyan Milegi Kesse Kab
Jab Rooh Pe Chot Laggi Ho To,Aankhon Se Ashk Rukte Hain Kab
Na Koi Ummang Hai Abb Baaki,Na Dil Main Hassrat Jeeneki
Abb Har Damm Ashk Jeh Bahte Hain,Pehle Aansoo Jeh Bahte The Kabb
Tere Bager Eh Khuda,Mera Koi Bhi Sahara Nahi Banna
Meri Samunder Si Zindagi Ka,Koi Bhi Kinara Nahi Banna
Sab Ko Apna Samjha Maine,Sab Ko Hi Khushiyan Baanti
Fhir Bhi Dekho Koi Bhi,Yahan Hammara Nahi Banna
Jab Zindgi Main Gam Milte Hai Yaaro
Saaya Bhi Kahin Kho Jata Hai
Dekhte Hi Dekhte Yaaro
Aapna Bhi Paraya Ho Jata Hai
Marzi Se Apni Jee Na Sake Hum
Zahar Zindgi Ka Peete Rahe Hum
Koshish To Laakh Ki Magger Yaaro
Apne Zakhmo Ko See Na Sake Hum
Taaron Ki Tarah Tim Tamayein Ge Hum
Dekhna Ek Din Yaad Aayege Hum
Bhule Se Bhi Bhula Na Sakoge Hume
Jiger Pe Aesa Zaakham Chhod Jayege Hum
Saari Duniya Ko Aazmaya Hai Hummne
Aese Khud Ko Hi Samjhaya Hai Hummne
Khushiyan Dhundhi Bahut Magger Haasil Nahi Hui
Gammo Se Hi Aakhir Dil Lagaya Hain Hummne
Log Humko Bhura Kahte Hai,Chalo Hum Maante Hain
Humse Sabhi Hi Acheh Hain Jeh Bhi Jante Hain Hum
Milte Hain Gaale Aakar,Log Dikhawe Ke Liye
Magger Dil Main Unke Hai Kya,Pahchante Hain Hum
Yaad Karegein Ek Roz Humko Zaamane Wale
Chain Na Payiege Hum Ko Saatane Wale
Mukaader Ka Jeh Fher Hai,Samaye Jo Aese Badla Hai
Kabhi Humse Samjhte The Humko Samjhane Wale
Na Jane Aab Kion Is Zindagi Ko Gawane Ki Taammana Hai Yaaro
Na Jane Aab Kion Maut Ko Galle Lagane Ki Taammana Hai Yaaro
Bahut Zee Kar Dekh Chuke Hai Hum To, Iss Zahan Main Yaaro
Aab To Iss Duniya Se Door Chale Jane Ki Taammana Hai Yaaro