Ay Jaanejahan Youn Rootha Na Karo,
Ay Jaan-Ejahan Younhi Baat Be Baat Pe,
Wajah Be Wajah,,Hum Se Rootha Na Karo,
Ke Youn Pal Do Pal Ka Tumahar Roothna,
Aaj Us Ki Yaad Ney Hamein Tarpaya Bahut,
Aaj Na Chahattay Huy Bhi Wo Yaad Aaya Bahut,
Us Ke Baad To Jesay Vehshton Se Dosti Ho Gei,
Phir Kyun Aaj Tanhayoon Ne Darraya Bahut,
Bahut Masroof Rehte Ho…
Sehar Se Shaam Hony Tak…
Koi Lamha Nahin Milta…
Koi Be Naam Si Fursat…
Mujhy Tum Se Mouhbbat Hai,
Tumhein Kese Bataon Main,
Aqidat Hai Mujhy Tum Se,
Yaqeen Kese Dilaon Main ,
Hum Ne Khushi Ki Tarah Dukh Bhi Akhtey Dekhey Hain,
Safah_e_zeesat Ko Palto Ge Tu Yaad Aaon Ga,
Aisi Indaz Main Hoty Thy Mukhtib Mujh Se,
Khat Kisi Aur Ko Likho Ge Tu Yaad Aaon Ga,
Aasman Pe Jitney Sitarey Hain ‘
Darakhton Pe Jitney Patty Hain ‘
Barshon Ke Jitney Qatrey Hain’
Samandar Main Jitney Seep Hain’
Baharon Ka Yehi Kehna,Mohabbat Maar Deti Hai.
Ke Mujh Se Door Mut Rehna Mohabbat Maar Deti Hai.
Tery Dil Main Nibhaney Ka Khyal Aa Jaye Kisi Pal Tu.
Mujhy Bas Itna Likh Dena Mohabbat Maar Deti Hai.
Smajh Main Nahin Aata Tu Kya Cahata He.
Wafa Chahta Hai Ya Tark_e_wafa Chahta He.
Tu Khud Bhi Jale Ga Mujhy Bhi Rakh Kar De Ga.
Kyun Bujhte Huy Sholon Ko Hawa Chahta He.
Ye Kadam Kadam Pe Dhoke,Ye Fareib Dam Ba Dam Kyun
Mere Sath Bewafaai Ye Bata De Aye Sanam Kyun.
Tujhy Chahty Hain Ab Bhi,Kya Issi Ka Ye Sila He
Gairin Se Dilrubaai,Aur Mujh Pe Ye Sitamkyun
Sunte The Be Wafaiyan Teri,
Har Taraf Ashnaiyan Teri,
Zabt Ki Intaha Hai Aur Wo Hai,
Jis Ne Jheli Judaiyan Teri,