Gum Behad Main Kiss Ko Zbad Ka Muqh Daver Huta Hai
Chalak Jata Hai Phechana Ager Bharpor Hota Hai
Kabhi Ayesa Hota Hai Ke Dil Ranjur Huta Hai
Mager Insaan Hasne Per Majbor Hota Hai
Udhna Chahati Hoon Nirmal Aakash Mein
Panchi Ki Tarha
Magar Waha Kaale Baadalon Se
Takrati Hoon Toh Dar Lagta Hai
Kaisa Yeh Pyar Hai
Hasata Hai Toh Rulata Bhi Yahi Hai
Iss Pyar Se Kisi Ki Zindagi Raushan Hui Hai
Toh Unka Kya Jo Iss Pyar Ki Wajah
Khubsurat Hai Dosti Khwab Ki Tarha
Jaane Kab Toot Jaye Kanch Ki Tarha
Ise Sambhal Kar Rakhna Sone Chandi Ki Tarha
Jaane Kab Bhikar Jaye Motiyon Ki Tarha
Hum Doston Ko Bhulate Nahi Hai,
Mager Ye Baat Jatate Nahi Hai,
Doston Ko Hamesha Rakhte Hai Dil Me,
Hum Bhulane Ke Liye Dost Banate Nahi Hai.
Aaj Phir Rubaru Hai Khayal Uska
Aaj Phir Vaadiyon Mei Sard Havaon Ka Aalam Hai
Iss Dil Ko Usse Milne Ki Justaju Hai
Aur Jab Ye Havaein Chalegi Toh Ye Aankhen
Itna Kyun Chaha Use Ke Bhula Na Sake,
Itna Kyun Paas Aaye Ke Door Ja Na Sake,
Ab To Tanhaai Mei Baithe To Sochte Hain,
Kyun Chaha Usse Jisse Hum Pa Na Sake
Kinara Kashi Na Karna Kabhhi Humse,
Kuchh Khamiyan Hoto Bejijhak Kehdena Humse
Humne Maangi Hai Aapse Sirf Dosti Aapki,
Is Dosti Ko Juda Na Kardena Kabhi Humse
Aasmaan Us Parinde Ka Nahi Hota
Jis Ke Par Bade Hote Hain
Aasman To Us Parinda Ka Hota Hai
Jis Main Quwate Parwaaz Hota Hai