Tum Ne Taharq Mujhe Di Ki Jaao Dekho
Chaa.Nd Taaro.N Se Pare Aur Duniyaaye.N Hai.N
Tum Ne Hi Mujh Se Kaha Tha Ki Khabar Le Aao
Mere Dil Me.N Vahii.N Jaane Kii Tamanaaye.N Hai.N [Tahariiq=in Writing]
Aur Mai.N Chal Diya Gaur Kiya Kab Is Par
Kitanaa Mahaduud Hai I.Nsaan Kii Quvvat Kaa Tilism
Bas Yahii Jii Ko Khayaal Aayaa Tumhe.N Khush Kar Duu.N
Ye Na Sochaa Ki Yuu.N Mit Jaayegaa Raahat Kaa Tilism
Main Ne Us Ko Aakhri Khat Main
Chahat Ka Pyam Likhha Tha
Jis Ka Mujh Ko Ye Jawab Mila
Main Bhi Aakhir Ek Larki Hoon
Nach Ae Nertaki
Nach Un Ke Leay
Jo Judai Ke Sadme Mein Hein
Jin Ki Sansoon Ki Dehliz Per
Un Ke Jismoon Ke Mahtab Gehena Gye
Jo Pur-Srar Khaish Ki Biloon Ku Chhote Hi Puthra Gyii
Jo Jawanioon Ke Shehr Mein
Tunhaioon Ku Pehen Ker Niklti Hein
Khayaal-O-Khvaab Hue Hai.N Muhabbate.N Kaisi
Lahu Me.N Naach Rahi.N Hai.N Ye Vahashate.N Kaisi
Na Shab Ko Chaa.Nd Hai Achchha Na Din Ko Mehar Achchha
Ye Ham Pe Bit Rahi Hai.N Qayamate.N Kaisi
Vo Baatein Teri Vo Fasaane Tere
Shaguftaa Shaguftaa Bahaane Tere
Bas Ek Zakhm Nazzaraa Hisaa Meraa
Bahaaren Teri Aashiyaane Tere
Tu Bool Uthay Tu Lufz Khushbootu Soch Le Tu Khayal Khushboo
Tere Taklum Se Bun Gaya Hai Jawab Khushboosawal Khushboo
Tum Hi Se Rangin Hai Dil Ki Duniya Tum Hi Se Lazat Gum-E-Jahan Main
Jo Tu Sharik-E-Safar Bane Tu Musfatoon Ka Maal Khushboo
Mujh Ko Bhi Tarkib Sikha Koi Yaar Julahe
Aksar Tujh Ko Dekhha Hi Keh Tana Bunte
Jab Koi Tagha Tut Gya Ya Khatam Hua
Jor Ke Tum Or Sira Koi Bandh Ke Us Mein Phir Se Bunene Lagte Hu
Ladkian Akhir Kion Aisee Hoti Hain
Maan Baap Ke Fikar Dulhay Raja Ke Kamai Hoti Hai
Dil Ke Baat Auroon Say Bayan Hoti Hai
Na Sumjhay Koi Na Soochay Woh
mujhe teslim keh Aaghaz-E-Maohbbat Me Main Ne
Keh Kashan,Kus-E-Qaza Or Chand
Tere Kudmoon Mein Bichhane Ke Leay
Aihed-O-Pemaan Kyeay
Teri Yaad Satati Dil Tadpatee Thi Najanay Kyn
Ankh Bhar Ate Thi
Woh Mulaqat Bih Kitni Ajeeb Hoi Najanay
Mere Woh Itna Qareeb Thi