Zindagi Mein Bhale Hi Koi Aur Aa Jaaye
Dil Mein Aap Hi Rahoge
Haath Bhale Hi Mera Kisi Aur Ke Haath Mein Ho
Yaadon Mein Aap Hi Rahoge
Hum Registan Mein Rehne Wale
Sawan Ke Khawab Dekhkar Hi Khush Ho Jaate Hain
Hum Tanha Log
Sirf Husn Ke Khawab Dekhkar Hi Khush Ho Jaate Hain
Hamara Pyar Samandar Ke Do Kinaron Ki Tarah Hai
Jo Kabhi Mil Nahin Sakte
Aisa Sookha Samandar Hai
Jise Na Hum Paar Kar Sakte Na Apni Pyaas Bujha Sakte
Na Mathe Pe Bindiya Na Chehre Pe Laali
Koi Shingaar Nahi Phir Bhi Kitni Pyari
Na Hothon Pe Gulab Na Aankhon Mein Kajal
Teri Saadgi Ne Kar Diya Mujhko Pagal
Har Chashmish Ladki Khud Ko Jassi Samajhti Hai
Magar Woh Uski Xerox Copy Bhi Nahin Hai
Jab Kale Kapde Pehanti Hain Khud Ko Vakil Samajhti Hain
Magar Woh Uski Xerox Copy Bhi Nahin Hai
Jab Tak Suraj Mein Aag Rahegi,
Tab Tak Devdas Ki Zindagi Mein Tanhai Rahegi
Jab Tak Chand Mein Daag Rahega,
Tab Tak Devdas Ke Saath Gam Rahega
Ladkiyan Hoti Hain Bina Dum Wali Kutiyan
Yeh Hoti Hain Mardon Ke Per Ki Jootiyan
Woh Shirt Hain Jiski Na Silaai Na Butt
Yeh Asal Mein Hai Kutiya Ka Mutt
Kaali Zulfen Dekhkar Pagal Ho Gaya Tha
Uske Piche Piche Chal Pada Tha
Jab Mooh Ghumaya To Buddi Nikli
Uske Kaale Baal The Nakli
Itne Gulistan Hain Hume Ek Phool Na Mila
Itne Husn Wale Hain Hume Kisi Ek Ka Pyar Na Mila
Itna Bada Samandar Hai Hume Ek Boond Paani Na Mila
Saari Zindagi Safar Hi Karte Rahe Mohabbat Ka Kinara Abhi Tak Na Mila
Hey Bhagwan Tune Kin Logon Ko Minister Bana Diya
Woh Bhukha Kele Ke Saath Chilka Bhi Kha Gaya
Jo Garibi Ko Nahi Garibon Ko Hatata Hai
Mithi Mithi Baatein Karke Sabko Pagal Banata Hai