Bun Kay Lamha Lamha Jo Marra Kal,
Kissy Ki Yad Main Dhal Gaya.
Boolah Ker, Tu Kabi Ker Kay Yaad Ussay,
Yaa Jo Jam Merri Aj Payas Bun Gaya.
Khat Tumhara Mila,
Padh Kar Mitgaye Aarman Sabhi,
Likha Tha Nam Ki Jage,
Sirf Tumhari Jot Hi Kabhi
Zulam Duniya Key A Teri Bewafi Se,
Kiya Kahon,Kis-Se Main Hara Hoon.
Tu Aabad Hai,Aabad Hai Duniya Tumse,
Ik Main He Be-Sahara Hon.
Na Dekha Karo Tum Humein,
Teerchhi Nazaron Se Is Tarah
Ke Jaan Jaati Hai Jism Se,
Neend Aankhon Se Jis Tarah
Dil Ki Haalat Wo Samjhe Ki Jisne Chot Khayee Hai
Ek Baar Nahi, Kai Baar, Ye Zahamat Jisne Uthai Hai
Jisko Ab Har Shakhs Nazar Aata Harjaai Hai
Jisne Bas Todne Ke Liye Hi Kasam Khayee Hai
Ushe Maalum Hain Woh Bullayegha Toh Mein Jarror Aawoongha
Naah Janhee Fir Bhi Woh Mujhkoh Sadaa Kiyu Nahee Deteh
Chaahtee Toh Woh Bhi Hain Keh Milan Hoh Hammara
Aisha Hain Toh Fir Raashte Kee Har Deewaar Kiyu Gheera Nahee Deteh
Badee Arzu She Badee Chahat She Badee Umeed She
Ghar Chodkar Aayee The Hum Yahan
Pardeh Mein Ayee Peechlee Kahaniya Bhulha Gaya Koi
An Na Raatoh Mein Neend Hain, Na Koi Chain Hain ,
Sher Mere Yoon Toh Zamane Keliye Hai,
Kuch Sher Mere Un Ko Sunane Ke Liye Hai
Aankhon Mein Bar Loge Toh Kaanton Mein Chubege,
Yeh Khayal Toh Palko Pe Sajane Ke Liye Hai.
Mere Marne Ke Baad Mere Seene Se
Dil Nikal Lena
Kahi Woh Na Jal Jaaye
Jo Mere Dil Me Rehte Hai.
Dil Diya Aitbar Ki Had Thi, Jaan De Di Yeh Mere Pyar Ki Had Thi
Mar Kar Bhi Aankhen Khuli Rah Gayi,
Aur Kuch Nahi Yeh Tere Intezar Ki Had Thi.
Mere Khuda Mujhe Thodi Si Zindagi Dede
Aye Dilbar Mera Dil Pukare Tujhko Aaja.
Dil Dene Na Sahi Bus Dil Todne Aaja
Taras Jati Hai Ye Ankhen Dekhne K Liye Tujhko,
Dil Milane Na Sahi Bus Nazre Milane Aaja
Dil Se Khuda Tak
Seenay Mein Dil Hai
Dil Mein Dard Hai
Dard Mein Nasha Hai