Chaaron Taraph Dekho Thodi Si Khushi Or Laakhoono Gum Hain
Chaaron Taraph Dekho Hazarrono Ghar Or Laakhoo Beghar Hain
Chaaron Taraph Dekho Laakho Kachra Or Lakhon Bhukhe Pet Hain
Charon Tarh Dekho Faishon Ka Dour Or Lakoono Gareeb Bewastr Hain
Charo Tarph Dekho Sanghrash Bari Duniyaa Or Hum Dill Ko Rote Hain
Charo Tarph Dekho Bhukh Ka Rona Hum Tute Dill Pe Rote Hain
Charo Tarph Dekho Laakho Dukh Or Hum Ekk Dard Pe Rote Hain
Charon Tarph Dekho Lakhon Besahaara Hum Ekk Dost Ko Rote Hain
Kehti Thii Main Kii Ye Aapka Timepass Hain Na ?
Wo Kabhi Hass De To Kabhi Daant Deta Tha
Kabhi Wo Apna To Kabhi Begaana Sa Lagta Tha
Kabhi Wo Yaad Karta To Kabhi Bhull Sa Jaata Tha
Kitna Sunder Sab Likhte Hian
Vichaaron Ko Shabdon Main Pirote Hian
Katra Katra Jeevan Kaa
Apne Nazm Main Pirote Hain
Duniya Main Aisa Bhee Hain Waisa Bhee
Achchaai Main Chupi Buraai Bhee
Dhupp Main Tapti Kaaya Bhee
Sang Phir Bhee Chaaya Si Parchaahi Bhee
Chaar Din Dikhaawe Ki Hasi Or
Ek Dinn Khub Roti Hun Main
Chaar Din Josh Main Hoti Hun Fir
Ek Dinn Tut Jaati Hun Main
Hain Sab-Kucch Zindagi Mein Par Kucch Kami Si Hain
Rukaa Rukaa Sa Mera Din, Aur Raat Thhami Si Hain
Bewajeh Gam Ko Paalein Aisi To Aadat Nahi
Aarzoo Teri Jo Utari, Aankhon Mein Nami Si Hain
Badi Ajeeb Raat Hain Badi Kaali Raat Hain
Dur Dur Dur Tak Andhiyaara Hain
Tanhaai Hi Mera Sahaara Hain
Ye Suni Si Raahine Hain
Log Kehtaine Hein Jo Ekk Baar Chala Jaaye Dobaara Nahi Aayega
Hum Sochte The Jo Apna Hain Wo Begaana Kyou Ho Jayega
Log Kehte Hain Jo Apna Hain Usse Khulaa Chod Do
Hum Bhii Socche Chlo Ye Bhii Karke Dekh Lo
Chui Mui Si Ye Khushiyan
Ban Gayi Aaj Dard Aamez Ye
Chupa Chupa Rakhti Hai
Na Jaane Kitne Hin Iizaa Ye
Mujhe Yaad Hain Apni Pehli Mulaakat
Kuchh Tum Shaant The Kuchh Hum
Pal Bhar Maine Naa Jaane Kya Hua
Kutch Aap Khush The Kutch Hum
Kutch Bhi Toh Baat Na Thi
Fir Kaise Mill Gaye Do Ajnabi
Dosti Hin Toh Ki Thi Humne
Phir Kaise Bann Gaye Meri Harr Khushi