Man Chanchal Hai Babuji !
Isme Duniya Ka Nahi Kasur
Kya Sikander Kya Porus
Sab Per Hai Junoon .
Masoomiyat Ka Janaza Nikla
To Hamara Naam Sabse Pheley Aaya
Jis Cheeze Par Naaz Tha Kabhi
Us Per Bahut Gussa Aaya
Is Tarah Bhi Hoti Hai Zindagi
Is Tarah Bhi Din Chadta Hai
Or Is Tarah Dopar Hoti Hai
Aaj Kal To Saason Ki Khabar Nahi
Hazaroin Sawaal Dil Main
Hazaroin Hasratain Dil Main
Dil Ka Bahri Hona To Laazmi Hain Yaaroin
Bhaar Jo Hai Dil Pe
Shaam Thehar Jaati Hain
Saanse Ruk Jaati Hain
Jab Yaad Teri Aati Hai
To Zubain Ladkhra Jati Hai
Pyar Hai To.
Ein Khosurat Akhoin Main Chupa Lejiye
Pulkoin Ke Pijare Bana Ker
Ya Hontho Main Ked Kar Lejiye
Shahidi Ke Alam Ko Sameth Ke Rakhna
Sangharsh Ke Ilm Ko Sajoin Ke Rakhna
Yaado Ke Mooti Piroh To Rahe Ho
Dhaage Ke Wajud Ko Dhyaan Main Rakhna
Dastak Agar Sare Zahain Per Goonji To Baat Hai
Aankhoin Se Utar Ker Labhoin Se Lapti To Baat Hain
Gardish Ki Aag Bhuji To Baat Hain
Zulphoin Se Kheli Bahoin Se Jhuli