Raha Ek Tha Chal Pade The Saath
Bich Raha Mein Pad Gai Ganth
Mod Liye Kadam Wo Kahin Aur
Palat Ke Nahi Dekhe Meri Aur
Suni Jindagi Tha Anjan Tha Ye Safar,
Safar Mein Chalne Ke Liye Mile Ek Humsafar,
Humsafar Se Wo Hamara Har Safar Ki Sathi Hue,
Manzil Ko Talashte Safar Me Chalte Hi Rahe,
Mohabbat Mein Samjhi Thi Hoti Phoolon Ki Baris Bahut
Dil Lagakar Hum To Pachtaye Bahut
Samjhi Nahi Thi Jab Sab Samjhaye The Bahut
Chot Kha Kar Pehle To Ghabraye The Bahut
Aap Ki Ek Muskurahat Ne Hamare Hosh Uda Diye,
Dekha Jab To Hai.. Mera Chain Uud Gaye,
Bujh Nahi Sakti Ye Aag Jo Aap Laga Gaye,
Aap Ki Nigahon Ka Teer Dil Ka Mariz Bana Diye..
Lamhe The Suhani Reh Gaye Khwab Mein,
Kis Kadar Dekho Behgaye Waqt Ki Dariya Mein,
Ansoo Chalakte Hain Jab Aaye Yaad Aap Ke,
Aap Ne Jagaya Tha Pyar Jindagi Mein,
Jab Bhi Milne Ki Baat Ki Unhe Koi Na Koi Bahana Najar Aaye
Chod Gaye Kuch Aise Koi Dur Tak Najar Na Aaye
Tanhaiye Mili Itni Ke Chali To Chap Di Sunaye
Ankhon Ki Ansoo Ankhon Me Chupaye