Ekk Pal Kaafi Hain Zindaagi Jeene Ke Liye
Ekk Pal Kaafi Hain Mohabbat Karne Ke Liye
Ekk Pal Kaafi Hain Tumhe Paane Ke Liye
Ekk Pal Kaafi Hain Tumhe Apna Banane Ke Liye
Aankhen Band Karte Hain Tum Kareeb Hote Ho
Kareeb Aakar Sapnon Ko Hakeekat Bana Dete Ho
Ekk Pal Bhi Muhskil Hua Hai Abb Tumhare Bin
Kyon Hume Satake Humse Door Jaate Ho
Pehle Pehle Bhanware Jaise Aage Peeche Mandraate Hain
Phir Bahaut Kaam Hai Kahke Log Off Ho Jaate Hain
Kehtey Hai Chalo Aaj Leke Chalta Hu Tumne Karwane Dine
Aur Phir Dusri Ladkiyon Ko Dekh Dekh Kar, Hame Yeh Sataatey Hai
Nazron Se Unki Milaayi Main Jab Nazar, Jhuki Palkein Unki
Mohabbat Ne Meri Kiya Aisa Kuchh Asar, Jhuki Palkein Unki
Huwa Deewaana Main Bhii Tha Unkii Chaahat-O-Ulfat Kaa
Madhoshi Mohaabat Kii Chhayi Is Kadar, Jhuki Palkein Unki
Kabhi Kabhi Aksar Zehan Main Khayaal Aata Hain
Karte Hain Kyun Ekk Dooje Se Itna Pyar Khayaal Aata Hain
Tujh Bin Rehti Hoon Gumsum Ab Har Ghadi Main Sanam
Mere Bechain Dil Ko Sirf Tera Hi Khayaal Aata Hain
Jab Kabhi Main Apni Palkhen Moond
Bethti Hoon Khule Aasman Ke Neeche
To Aksar Mann Mai Ek Khayal Aata Hai
Ki Tum Mere Kaun Ho?
Tumse Hain Raushan Mera Ye Jahan
Aaj Sabke Saamne Kah Dete Hain Tum Ho Meri Jaan
Saansein Dharkan Sab Juri Hain Tumse Ab
Lagta Hain Jaise Ye Zindaagi Ab Tumpe Hain Qurbaan