Kya Khoya Kya Paaya Ab Tak, Bhulane Do Hisaab Mujhe,
Bahoot Hua Ashqon Ko Peena, Peene Do Sharab Mujhe,
Fir Yaad Teri Ne Ghera Hai, Fir Dard Utha Hai Seene Me
Hosh Abhi Tak Baaqi Hai, Aur Do Sharab Mujhe,
Kahne Lage Sharaabi Jo Bekhudi Me Choor Hain
Is Dour-E-Jindagi Me Ye Kaisa Mukam Aaya
Touba Kai Baar Kee Fir Tera Khayal Aaya
Din Dhala Shaam Hui Haathon Me Jam Aaya..
Chal Diya Sab Chod Ke Nami Aankhon Me Liye,
Lagta Hai Tanz Sahne Ki Aadat Nahi Tujhe,
Wo Pyaar Bhi To Dekh, Jo Ab Tak Tujhe Mila,
Mujhe Khabar Hai Nafraton Ki Aadat Nahi Tujhe,
Jaise Bhatke Pita Bechara
Kanya Ke Var Ke Liye
Firte The Maare Maare
Hum Kiraye Ke Ghar Ke Liye
Sasural Ki Khatirdari Se Hum Bade Impressed The
Pahli Baar Sasural Gaye Thode Bahoot Depressed The
Jaate Hi Nashte Me Kai Mithai Aai
Namkeen Saath Me Cold Drink Bhi Saath Aai
Saali Ko Invite Kiya Aur Ghar Pe Aa Gayi Saas
Tum Kahte Ho Chalta Hai Sab Band Karo Bakwaas
Ghar Pe Aa Gai Saasroj Biwi Ko BhadKaati Hai
Naye Naye Hathkande Usko Roj Sikhalati Hai
Ab Rota Kyon Hai
Dil Hi Dil Me Khud Ko Bhigota Kyon Hai
Log Apne Khoon Ko Hi Na Pahchante Jahan,
Munhbole Rishton Se Aas Pirota Kyon Hai
Muda-Tuda Purza Kagaz Ka,
Kisi Kitab Me Barson Se Dafan,
Aaj Aazad Ho Paya Hai,
Aur Ek Baar Fir Padhne,
In Dardon Ke Kitne Rang Dekhe,
Har Dour Ke Dard Ke Azab Dhang Dekhe
Pencil Ka Kho Jana Bhi Ek Dard Tha,
Homework Na Nipta Pana,
Mai Mom Hun Pighalna Fitrat Hai Meri,
Magar Wo Tapish To Lao Jo Pighala Sake Mujhko
Mai Parwana Bhi To Hun Jo Khud Hi Mita De Khud Ko
Magar Wo Shama To Lao Jo Bahon Me Le Sake Mujhko,