Banke Saanwali Saloni Dulhan Meri.
Tum Meri Zindagi Me Chali Anaa.
Karna Nigahon Se Waar Mujhpe.
Aur Mere Dil Ki Rag Rag Me Bas Jana.
Kar Basar Meri Raaton Mein
Aur Bann Jaa Kisi Hindu Ki Tu Paak Geeta.
Deta Hu Tujhe Rang-O-Roop Aisa.
Ke Dekhe Koi Toh Lage Tu Kisi Muslim Ki Paakija.
Aaj Phir Ek Aam Din Tha
Aur Ab Ek Aam Raat Hai
Sunayi Tune Jab Kuch Kahaniyaan
Toh Kaano Me Gunjati Teri Meethi See Awaaz Hai
Choo Ke Tera Saya Mera Dard Mujhse Rooth Jayega.
Karunga Phir Main Baatein Karunga Kisse
Dil Ka Aur Jism Ka Nata Bhi Toot Jayega
Tere Saye Me Aks Humne Apna Sada Chupaya Hai.
Tu Aake Dekh Jara Meri Humnafas
Yeh Dil Khud Chalke Tere Paas Aya Hai
Kyu Adhoora Sa Hoon Main Binn Tere.
Shayad Iss Janam Toh Na Le
Kitaab Ke Har Panne Ki Tarah
Meri Shyahin Bhi Kuch Alag Dastaan Jhalkaati Hai
Mohabbat Sirf Hasne Ka Naam Nahi Doston
Kabhi Kabhi Yeh Dilon Ko Ruswayi Bhi De Jaati Hai
Shayahee Ho Pheeki Toh Jaano Dard Meri Kalam Se
Na Ho Dushman Koi Na Bane Koi Kamjard Meri Kalam Se
Ho Mahobbat Ya Kisi Ne Ki Ho Bewafai
Na Rukegi Meri Kalam Yeh Hai Badalte Waqt Ki Parchayi
Shers.In › Create New Post
Dekho Badalti Dunia Ke Rang Meri Kalam Se.
Jaano Kya Hai Dawa Aur Kya Hai Marz Meri Kalam Se
Woh Meri Unse Pehli Mulaakaat Thi.
Hawayein Thi Sard Aur Bas Suhaani Shaam Thi.
Dil Ki Baat Na Keh Paya Unse Main Jaane Kyu.
The Lafz Juban Par Bas Dil Ki Baazi Uss Waqt Nakaam Thi
Jo Khawaab Sajaate The Hum Kabhi Dil Mein
Woh Tumne Phir Apne Lafzon Se Jaga Diyein
Bhatak Rahe The Kahin Hum Bhi Apni Hee Tanhaayi Mein
Toh Tumne Phir Sheher Ke Raste Ki Aur Diye Jala Diye
Ek Pyar Hai Mera Jo Mera Suroor Hai
Nashe Me Uske Yeh Shayar Aaj Choor Hai
Kahani Na Kehna Ise Dastaan Me Likhna Chahata Hoon.
Lage Hai Mele Khushion Ke Toh Gum Aaj Door Hai
Bheegi Bheegi See Julfein Teri.
Mere Jism Par Kuch Ulfat Dhaati Hai.
Ek Meethi See Awaaz Chaati Hai Hawa Main.
Jab Jab Tu Zameen Par Payal Chankati Hai.