Aaj Phir Mazzar Pe Diya Jala Gaya
Mujhko Jagakar Jaane Kahan Chala Gaya
Chhori Thi Maine Duniya Sakoon Se Rahega Vo
Aansoo Gira Kabar Pe Mujhko Rula Gaya
Ab To Hum Bhi Sharabiyo Ki Mahfil Mein Jate Hai
Jo Na Thi Adat Ab Wo Bhi Banate Hai.
Tham Li Hai Botal Gam Ko Bhulane Ke Liy
Ab To Roj Pite Hai Zam Jine-Mar Jane Ke Liy.
Jab Zindgi Karke Kinara Guzar Gayi
Fir Zikr Kya Karein Voh Kahan Kidhar Gayi
Yeh To Nahin Gilaa Sung Mare Raqeeb Nein
Dekha Tujhe Jo Saath Zaraa Aankh Bhar Gayi
Aankhon Se Jo Ye Behta Paani Hai
In Ki Bhi Ek Daastan Puraani Hai
Guzare Hai Lamhe Meine Khushi Ke
Paani Un Lamhon Ki Nishaani Hai
Chal Padi Thi Bheegi Raahon Pe Mein
Bas Unke Deedar Ki Hi Mujhe Aas Thi
Silsila Mulakaaton Ka Chal Pada Tha
Har Din Unse Milne Ki Mujhe Pyaas Thi