Us Nay Sikhaya Hai Mujhe Ye Sab Pyar Mein
Imtehan Ka Khoob Liya Hai Usne Mere Pyar Mein
Wafa Karti Rahon Us Se Sada Mein Pyar Mein
Har Aazmaish Se Guzarti Rahon Mein Us Kay Pyar Mein
Ye Shayri Ye Mohabbat Tere Wajood Se Hai
Ye Soz, Dard Ye Ulfat Tere Wajood Se Hai
Tujhi Ko Dekh Ke Dhalte Hain Lafz Geetoon Mein
Mere Khayal Ki Shurat Tere Wajood Se Hai
Mari Wafaoo Ka Sach Hai Koi Shumar Nahi
Magar Ise Tou Zara Sa Bhi Itbar Nahi
Bus Ek Roz Kaha Tha Ke Mein Tumhara Hoon
Us Ek Din Se Mujhe Khud Pe Hiktiyar Nahi
Nahi Janay Jhaan Aisa Nahin Hai
Yeh Bandahn Tootnay Wala Nahin Haii
Na Uttray Ga Tumharay Pyar Ka Rang
Yeh Dheema Hai Mager Kacha Nahin Hai
Aey Sanam Tujh Say Main Jab Duur Chla Jaon Ga
Yaad Rekhna Kay Tujhe Yaad Bahut Aonga
Yeh Milan Or Yeh Hasin Raat Na Janay Kab Ho
Aj Kay Baad Mulaqaat Na Janay Kab Ho
Teri Yaadoo Mein Jaab Ulhjta Hai
Log Hastay Hain Aur Woh Rota Hai
Hum Kinaray Hain Is Nadi Kay Do
Aag Ka Dariyea Jis Mein Bahta Hai
Kaan Mein Bali Hath Mein Bengal Hota Hai
Abhi Paeroo Mein Pazeab Pehanna Baqi Hai
Kabhi Long Tou Kabhi Short Shirt Pehante Hai
Abhi Saree Ghagra Pehanna Baqi Hai
Paagal Aankhoo Wali Ladki
Itne Mhange Khawab Na Dekho
Thak Jaoo Gi
Kanch Se Nazuk Khawab Tumhare Toot Gaye Tou
Dil Ki Haqeeqat Lafzoon Mein Bayan Kartay Hain Hum
Han Ye Sach Hai Kay Tum Se Pyaar Kartay Hain Hum
Mana Kay Tum Kisi Aur Kay Liye Bunay Ho
Phir Bhi Dil Se Tumhara Ehatram Kartay Hain Hum
Apnay Dil Se Mein Aksar Poochti Hoon
Kya Mila Tujhe Is Pyaar Se
Kiya Mila Tujhe Is Wafa Se
Kyon Tum Nay Mujhe Itna Tanha Banadiya