Kabhi Sahhar Kabhi Sham-E-Pahar Sochta Hun
Na Hun Tum Phir Bhee Kareeb-E-Jigar Sochta Hun
Malum Hain Ke Kisi Ka Zabbar Hain Tum Par
Phir Bhee Main Yu Bekhabar Sochta Hun
Kaise Chupau Raaz-E-Ghum Dedai Tar Ko Kyaa Karu
Dil Ki Tapish Ko Kyaa Karu Apne Sanam Ko Kyaa Kahu
Haal Mera Thaa Badaar Tab Na Hui Unhe Khabar
Baad Mere Hoga Assar Aise Asar Ko Kyaa Karu
Haqiqat Jaan Lo Bichad Jane Se Pahle
Meri Sunlo Apni Sunane Se Pahle
Ye Sochlena Bhulane Se Pahle
Bahut Royi Hai Ye Aankhe
Muskurane Se Pahle
Aashiq Mashuq Se Kuch Is Kadar Juda Hota Hain
Uska Chalna Pharna Bhee Sab Uska Pata Hota Hain
Takte Rehte Hain Khidkiyan Ghanton Ghanton
Ek Waqt Jo Wo Us Pe Kada Rehta Hain