Na Dekhay Dukh Sukh Ke Din Na Dekhay Din-O-Raat
Na Dekhay Dhoop Barasti Na Dekhay Barsaat
Iskay Apnay Taur Terikay Is Ki Apni Chaal
Ishq Karay Be-Haal Saheli Ishq Karey Be-Haal
Sehra Sehra Saafar Karey Jungal Jungal Rokay.
Basti Basti Bheek Mangay Deday Sau Sau Dohke
Kadam Kadam Per Gorakh Danda Kadam Kadam Per Jaal
Ishq Karay Be-Haal Saheli Ishq Karey Be-Haal.
Do Zindagi Ek Hogaye Sindoor Se
Khilne Lage Sapne Naye Sindoor Se
Maang Mein Jo Bhar Jaye
Zindagi Sanvar Jayechahat Ke Sindoor Se
Chaahu Tumhe Jitna Dil Kahay Utna Kam Hai
Parbaat Par Ruk Jati Hava Yeh Thand Hai
Roshni Jab Andhayra Dikhai De
Chahu Ki Mai Pukaru Parbat Par Tera Naam
Ye Kam Hai
Shabnam Ki Bunday Na Lagey Moti Ki Tarah
Lali Surkh Phelti Hai Asmaan Par Jis Tarah
Surkh Hojata Hai Yeh Asman Na Dikhay Badal Kaha Hai
Khushboo Si Koi Aye To Lagta Hai Ke Tum Ho
Sheesha Kahin Takraye To Lagta Hai Ke Tum Ho
Ehsaas-E-Muhabbat Se Kisi Goshaye Dil Meh
Jab Chot Ubhar Aye To Lagta Hai Ke Tum Ho
Kuch Yadain Dil Par Jam Jati Hain
Jinhe Nah i Barish Ka Pani Mita Sakta Hai
Na Hi Unhey Hawa Ka Zor Dur Lai Ja
Sakta Haii
Bas Ek Tumhi Ho.
Meri Nigahoon Main
Mery Nazaroon Main
Har Ek Fasanay Main
Aur Har Kahani Main
Tum Hi Base Ho Bas Ek Tumhi Ho
Main Chahon Jis Ko
Main Mangon Jis Ko
Jab Na Koi Raah Milegi Tere Gham Ke Maron Ko
Raat Bhar Baithkar Kosenge Hava Chand Aur Taron Ko
Upar Likhkar Tera Nam Jin Hathon Bheja Paigham
Tum Tak Aate Saal Lagenge Un Boodhe Bedam Harkaron Ko
Kiya Hai Pyaar Jisse Hum Ne Zindagi Ki Tarha
Woh Ashna Bhi Mila Hum Se Ajnabi Ki Tarha
Hum Dosti, Ehsaan Wafa Bhool Gayein.
Zinda Toh Hain Jee Ne Ki Ada Bhool Gayein Hain.
Mein Ek Lahu Hu Kebhi Bhytha, Kebhi Jalta Raha
Kebhi Roshni To Kebhi Andhey Paya Mein To Ek Lau Hu
Kebi Dulaar Paya, Kebi Galiyo Neh Bhujayaa
Meh To Ek Lau Hu Aaapkay Pyaar Meh Jalta Hu
Pal Mein Tapish Teray Ahaat Ki Jaalti Rahi
Mai Dubta Geya Us Andharay Mei
Roshni Apki Ankho Ki Jalti Rahi
Mai Tut Geya Us Sheeshay Ki Aanch Ki Terah