Tu Woh Baat Hain Jo Sab Ki Labon Par Chayi Hain,
Tu Woh Ehsaas Hain Jo Mujhe Mein Samagayi Hain,
Tu Woh Khushboo Hain Jo Baarish Ke Phele Mitti Se Utati Hain,
Tu Woh Chahat Hain Jo Har Pyar Karnewale Mein Hoti Hain,
Lagta Hain Main Akela Hoon.
Meri Andhar Ki Awaz Kisi Ko Sunai Nahi Di
Main Andhar Ro Raha Hoon Yeh Kisi Ko Dikai Nahi Di
Main Tanha Hoon
Kisi Ko Haad Se Zyada Pyar Karna,
Kisi Ko Palkon Mein Chupana,
Kisi Ke Yaadon Mein Khoye Rehna,
Kisi Ko Apne Saanso Mein Basana,
Tumari Chahat Pane Ke Chakkar Mein
Na Jane Hum Ne Kitne Thokkar Kahe
Tumhe Bhula Na Paye Aur Khud Ko Samjha Na Paye,
Duk Is Baat Ka Nahi Hain Ki Aap Ke Pyaar Mein Hum Saaza Paye,
Meri Tanhai Aur Main Judha Hogaye Tumse,
Tumare Saath Bitaya Samay Mita Diye Humne Aasuon Se,
Gham Iss Baat Ka Nahi Ki Puri Zindagi Chali Gayi
Tumhe Ek Baat Kehte Samjate,
Tumare Sawalon Ka Jawab Dena Saka Main Us Din,
Bata Nahi Sakta, Us Din Kyun Chup Raha Main,
Pal Do Pal Ki Khamoshi Samajh Na Payi Tum,
Aaj Jab Aakhiri Saanse Gin Raha Hoon Main Milane Bhi Na Aayi Tum,
Jab Se Dekha Hain Tujh Ko
Badla Badla Sa Hain Mera Dil
Kho Gaya Hain Mann Bhi Tere Khayalon Mein
Ab Kuch Yaad Nahi Rehta Mujhe Din Ke Ujalon Mein
Koi Alfaz Na Ho Aisi Hamari Baat Ho.
Samay Ka Pata Na Chale Aisa Hamara Saath Ho.
Koi Shikayat Na Rahe Aisa Hamara Rishta Ho.
Raho Tum Mujh Se Dur Aisa Koi Lamha Na Ho.
Jee Kar Dekh Kabhi Meri Tarah
Tadap Kar Dekh Kabhi Meri Tarah
Tu Hi Tu Hain Inn Ankhon Mein,
Bus Tu Hi Basi Hain Meri Saanso Mein.
Suhana Mausam Tha,
Aasman Badalon Se Bhara Tha,
Halki Si Baarish Ho Rahi Thi,
Mann Ne Chaha Tera Saath Tha.
Raat Ka Samay Tha,
Bijili Kat Chuki Thi,
Mujhe Mein Baaton Ki Kami Thi,
Mann Ne Chaha Tera Saath Tha.