Eeh-Khuda Yeh Mujhe Kya Hogeya Hai
Kisi Ka Intezaar Karte Karte Mujhe Pyar Hogeya Hai
Sharat Se Mujhe Dhakha Dena Aur Phir Mujhe Sambhal Lena
Karna Ankhoin Se Chori Aur Dil Ki Mere Dil Se Dori Bhandh Dena
Intezar Kiya Karti Thi Pipli Ki Thandi Chaon Mein
Milne Aya Karta Tha Aik Larka Mere Gaon Mein
Inh Duniya Ki Nazar Se Chupa Leta Tha
Mujhe Apni Bahoin Mein
Iss Duniya Ki Bheerh Mein Kho Gayi Hoon
Meri Muskurahat Isse Be-Dard Zindagi Mein Kho Gayi Hoon
Na Jaane Kaunsi Manzil Dhoondh Rahi Hoon
Na Jaane Kis Raaste Pe Chalne Laghi Hoon
Zindagi Meri Mujhe Pariyoon Ki Kahan Si Laghti Thi
Charo Taraf Sirf Hassi Meri Ghunjthi Thi
Yeh Galiyan Bhi Abbh Meri Liye Beghani Ho Gayi Hain
Tanhai Ko Ansu Se Mohabbat Ho Gayi Hain
Dost Mujhe Yahan Bohat Accha Mila Hai
Jo Mujhe Choti Nanni Oyari Sweet Si Bachi Samaj Te Hain
Khayal Mera Mujhse Bhi Zyada Rakhte Hain
Meri Haar Ghalati, Nazar Andaz Karte Hain
Aaj Bechaini Si Hai Dil Mein Ekh Tadap Si Hai
Na Jaane Kyun Yeh Hulchul Si Hai
Ankhoin Ko Khwahish Si Hai Maan Mein Ekh Umeed Si Hai
Uski Yaad Aaj Phir Kyun Ayi Si Hai
Din Mein Bhi Khwab Dekhne Laghe Hain
Teri Isse Judai Mein Hum Kyun Pal Pal Marte Hain
Ankhein Jhukhi Ja Rahi Hain Sharam Se
Hosh Khone Lagi Hoon Mein Is Madhoshi Se
Likh Jaon Jism Pe Apne Naam Tera
Kar Jaon Isse Raat Ko Sawera
Teri Baahoin Mein Nahi Rehna
Tere Dil Mein Utharna Hai
Teri Ankhoin Ke Samane Nahi Rehna
Tere Khwabbon Mein Anna Hai
Mera Sapno Mein Anne Lagha Hai Koyi
Mera Khayaloon Me Rehne Lagha Hai Koyi
Meri Ankhoin Ki Nami Mita Raha Hai Koyi
Mera Chehre Pe Roshni La Raha Hai Koyi
Hamari Zindagi Kyu Bangaye Ho Tum
Kyu Ki Khud Se Ziada Tumse Mohabbat Karte Hain Hum
Kyu Ki Meri Ankhoin Ki Roshni Ho Tum
Kyu Ki Tumhara Bina Nahi Jenghe Hum