Aankhon Mein Haya Thi Mohabbat Bhee
Dil Mein Wafa Thi Hasrat Bhee
Kuch Azm Dikhane Ka Kuch Khauf Zamane Ka
Sada Sa Husan Khud Anpni Daad Bhee Nahi
Sunday Ki Chutti Thi Main Tha Kamre Mein Leta
Begum Paas Hi Baithi Thi Aur Chupke Tha Beta
Kamre Ki Khamosh Aada Ko Maine Yu Dekha
Aankho Ke Kono Se Begum Ne Mujh Ko Dekha
Kagaz Mein Rakhe Khat Bikhar Ke Ud Jate Hain
Dil Todne Wale Ke Dil Sakun Tab Aate Hain
Jab Koi Mar Raha Ho Unki Yaad Mein
Aur Wo Apni Hii Aith Mein
Zara-Si Shah Par Bhadak Udhate Hai
Juganu Hai Mukhtsar Chamkate Hai Thodi Der
Ye Jasarat Abhi Tum Mein Nahin Dost Hausla
Hum Apni Khata Par Dil Khol Ke Huste Hai
Maula Sunta Too Ye Dil Intazaar Naa Karta
Maula Sunta Too Ye Dil Intazar Naa Karta
Unki Yaad Mein Ye Dil Bekrar Na Hota
Siskiya Leti Hai Mere Dil Ki Dhadkan
Kissa-E-Nagar Nahin, Kissae-E-Shayar Nahin
Vakaya Kasbe Ka Hai Ek, Misal-E-Isqk-E-Dahar Nahin
Khamosh-Si Ladaki, Khoya-Sa Ladaka, Ghafil-Se Marasim
Ta-Aruff Koi Nahin Jabani, Zarurat Bhee Kyaa
Unki Rahun Mein Kitne Charag Jalte Hain
Nigahein Aasma Pe Jinki Zameen Pe Chalte Hain
Jab Bhee Milte Hai To Bahane Milte Hain
Aajkal Yaar Kahan Yaaron Se Milte Hain
Wada-E-Vasl Tutaaur Wada Rah Gayaa
Na Tum Aaye Aur Main Bhee Zinda Rah Gayaa
Main Uska Aaeena Tha Magar Hairat
Main Jab Tuta Wo Kaise Sada Rah Gayaa