Apnay Aansoon Ko Dafan Kar Aaya Hoon Main
Usay Kisi Aur Ki Dulhan Bana Deykh Aaya Hoon Main
Soocha Tha Lagay Gi Mehndi Jin Haathon Main Naam Ki
Us Main Kisi Aur Ka Naam Dekh Aaya Hoon Main
Moat Awaaz De Gi Chele Jayen Ge
Zindagi Hum Jiyen Ge Magar Istarha
Marr Ke Bhi Jeene Walon Ko Yaad Ayen Ge
Zindagi Se Mohabbat Hame Kam Nahi
Beemaar-E-Dard-E-Dil Ko Aaram Dene Mein
Saaki Ne Bahut Der Ki Hai Jaam Dene Mein
Jawaab-E-Khat Na Aaye To Yun Tasalli Dije
Nama Bar Ne Der Ki Paigaam Dene Main
Dard Hai Jana Pehchana Sa Magar Gham Woh Nahi
Tum Bhi Wahi Jaha’n Bhi Wahi Magar Hum Woh Nahi
Woh Maahir-E-Sitam Zareefy Hai Ab Sambhal Jao
Ke Sitam Wuhi Hai Magar Andaaz-E-Sitam Woh Nahi