Mujhey Na Maalum Main Kitne Jaam Pee Gaya
Bus Usko Yaad Karta Karta Peegaya
Raatein Kahaan Kati Thi Apni
Bas Main Sharaab-E-Dost Ke Sahaare Jeegaya
Merey Dard Ko Kya Kam Karogey Tum
Tumhey To Fursat Nahin Doston Ki Mehffil Sey
Jeena Nahin Chaahta Main Magar Jeeyun Kaisey
Khudh Ko Maar Dena Chaahta Hoon
Tumhari Nazar Mein Badi Se Badi Saza Kya Hogi
Batao Kis -Kis Kasur Ki Kya-Kya Saza Hogi
Ek Muddat Se Hum Humsafar Hain Aap Ke
Isse Badkar Wafa Aur Kya Hogi
Duniya Ke Zulmon Ka Maara Main Jaata Bhi Kahaan
Uskey Shehar Mein Koi Apna Kahaan
Kaash Main Uskey Shehar Mein Jaata Na
Mehfil Mein Bula Yun Ruswa Kiya
Neend Humko Aati Nahin
Bus Tasveer Sey Raatein Katt Ti Rahi Hain
Zindagi Ek Sawaal Banchuki Hain
Sharaab Mein Doobey Rehna Ek Aadat Banchuki Hain
Hummey Kya Jalaaogey Tum
Hummney Jala Di Hain Teri Tasveer Saari
Khudha Ko Bhi Manzoor Na Tha Tera Saath
Juda Kar Diya Khudha Ney Khudha Bhi Hain Apney Saath
Tere Zulmo Ki Ab Intehaan Hogayi
Yahaan Meri Zindagi Ki Shaam Hogayi
Tere Chehre Par Na Aayi Ek Bhi Karwat
Tere Aashiqon Ki Dastaan Hogayi
Jhuka Kar Nazrein Jo Bulaate The Kabhi
Likhar Mera Naam Hathelly Par Mujhko Dikhaate Kabhi
Wahi Mere Samne Se Aaj Benaqab Hokar Gujra
Rukh Se Jo Naqab Nahi Hatatey The Kabhi
Insaan Chaley Jaatey Hain Yaadein Chhod Jaatey Hain
Koi Tha Apna Chala Gaya Door Bus Uski Yaadon Key Sahaare Jeeye Jaatey Hain
Daffan Hain Koi Door Viraane Meinaagaaz Chaahta Hain Ab To Dua Kubool Karlo
Khwaahishon Ki Laash Mein Zinda Hain Aaj Bhi Koi Teri Aas Peyhar Zindagi Ko Maut Mil Jaati Hain
Is Nazar Se Dekhe Ya Us Nazar Se Dekhein
Ye Jaantey Hain Daga Ki Hain Usney
Magar Saza Khudh Ko Diye Jaatey Hain
Log Samajhte Hain Hum Bewajah Peetey Jaate Hain