Woh Musafir Woh Laal Kisi Ka,
Kissi Ki God Ujadi Kissi Ka Daman,
Qurbaani Ahle Madina Ki,
Hui Surkh Raaqh Karbala Ki,
Khoon Apna Tum Yun Jala Kar Baitho,
Khatra-E Lahoo Ko Aansu Se Baha Kar Baitho,
Doston Se Jo Mile Hissa-E-Gham-O-Nafrat,
To Lazim Hai Phir Usse Sambhal Kar Baitho,
Aye Jaan-E Wafa Ye Tazakire Husn-E Raqib Kyon Kar,
Dil Cheere Hai Mera Ye Alfaaz Tere, Kyon Kar,
Hai Tu Mukhatib Ham Se Hamesha Aise Kyon Kar,
Nazren Teri Hampar Tavajoh Kahi Aur Kyon Kar,
Khazaan-E Jazbaat Chupa-E Phire Ho,
Kuch Afsaan-E Janhan Daba-E Phire Ho,
Koi Khanjar Se Kare Waar, To Koi Talwar Se,
Tum Jo Kar-E Alfazon Se, So Ghayal Kare Ho,
Likha Wo Jo Rizq Aaye, Uthi Jo Uski Qalam Chale,
Na Laayi Zaroorat Aaye, Na Pardi Musibat Chale,
Kuch Din Ka Hai Ye Khel Aye Ibne Adam Yahaan,
Apni Marzi Nahi Yahaan Uski Marzi Chale,