Wo Hi Hamein Bhulaye Beithe Hai
Har Yaad Jinki Ham Dil Mein Basaye Baithe Hai,
Wo Hi Hamein Bhulaye Baithe Hai,
Unke Paas Hamare Liye Waqt Bhi Nahi Hai,
Jinke Liye Hum Zindagi Lootaye Baithe Hai.
By Kaism
Hindi Version
हर याद जिनकी हम दिल में बसाये बैठे है,
वो ही हमें भुलाये बैठे है,
उनके पास हमारे लिए वक़्त भी नहीं है,
जिनके लिए हम ज़िन्दगी लुटाये बैठे है।
Mast Photos For You

