Unki Aankhon Mein Utar Jane Ko Ji Chahta Hai,
Sham Hoti Hai To Ghar Aane Ko Ji Chahta Hai,
Har Ek Ada Mein Mohabbat Bhari Thi Unke,
Jheel Si Gahari Aankhon Mein Ulfat Bhari Thi Unke,
Unke Bagair Mar Jane Ko Ji Chahta Hai,
Pahli Baar Chand Ko Bolte Dekha Tha Insanon Mein,
Jawab Kya Dete Hum Kho Hi Gaye Sawalon Mein,
Unke Labzon Ki Dilkashi Mein Kho Jane Ko Ji Chahta Hai,
Main Ek Pathar Hoon Wo Chand Hain Asmaan Ke,
“Raaj” Ne Kaha To Palkein Jhuka Gaye Sharma Ke,
Namumkin Hai Magar Had Se Guzar Jane Ko Ji Chahta Hai.
By Rajnish Raaj
More Shayari by Rajnish Raajउनकी आँखों में उतर जाने को जी चाहता है,
शाम होती है तो घर आने को जी चाहता है,
हर एक अदा में मोहब्बत भरी थी उनके,
झील सी गहरी आँखों में उल्फत भरी थी उनके,
उनके बगैर मर जाने को जी चाहता है,
पहली बार चाँद को बोलते देखा था इंसानों में,
जवाब क्या देते हम खो ही गए सवालों में,
उनके लब्जों की दिलकशी में खो जाने को जी चाहता है,
मैं एक पत्थर हूँ वो चाँद हैं असमान के,
"राज" ने कहा तो पलकें झुका गए शरमा के,
नामुमकिन है मगर हद से गुज़र जाने को जी चाहता है।