Gulaab Ki Kheti Mein

70 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA
Gulaab Ki Kheti Mein,
Kanton Se Bachna Aa Jata Hai.
Fasal Ke Saath Khushboo,
Ka Maza Muft Mein Aa Jata Hai.
By Pramod Kumar Sharma

Gulaab Ki Kheti Mein,
Kanton Se Bachna Aa Jata Hai.
Fasal Ke Saath Khushboo,
Ka Maza Muft Mein Aa Jata Hai.
By Pramod Kumar Sharma

Mehnat Ka Koi Vikalp Nahin,
Mehnat Se Har Cheej Mil Jaati Hai.
Aaram Ki Jo Aadat Daali,
Bimariyan Ghar Baithen Aa Jaati Hain.
By Pramod Kumar Sharma

Jung Se Aab Tak Kya Haasil Hua Hai,
Logon Ko Gaajar-Muli Ki Tarha Kaat Te Dekhaa.
Phool Bhi Kanton Ke Saath Rehaten Hain,
Par Kisi Bhi Phool Ko Kanton Se Ulajhte Na Dekha.
By Pramod Kumar Sharma

Kahate Hain Bandon Ki Khidmat Hi,
Khuda Ki Bandagi Hai,
Sab Kuchh Baant Ke Bhi,
Khushi Mil Jaye To Wo Sasti Hai.
By Pramod Kumar Sharma

Taras Jaoge Tum Mehfil-E-Wafa Ke Liye,
Kisi Se Pyar Na Kar Khuda Ke Liye,
Jab Lagegi Ishq Ki Adalat Ek Din,
Tum Hi Chune Jaoge Saza Ke Liye.

Madad Karo Kisi Ki Itni
Ki Wo Sambhal Jaye
Khud Bhi Pairon Chalane Lage
Auron Ko Bhi Chalaye
Pramod Kumar Sharma

हम वो गुलाब है जो टूट कर भी मुस्कान छोड़ जाते हैं,
दुसरों के रिश्ते बनाते फिरते हैं और खुद तन्हा रह जाते हैं ।
दुनिया के प्रेम प्रसंगो में हम गुलाबों को टूटना हीं पड़ता है,
और हमे देने वाले हर प्रेमी को झुकना हीं पड़ता है,
कभी हमे फरमाइश कभी नुमाइश बना दिया,
जी चाहा ज़ुल्फों में लगाया,जी चाहा सेज़ पे सज़ा दिया,

Zamane Mein Aise Bhi Log Hain Jinhen
Do Waqt Ki Roti Naseeb Nahin,
Kuchh Aise Bhi Hain Jinse Hai Ye Zamana
Par Unhen Khud Ke Liye Waqt Nahin.

Aangan Mein Jalta Chiraag Hai
Ya Kisi Ke Maathe Ki Bindiya
Jo Ye Jale Katar Mein To
Sharma Jaye Sindoor Ki Rekha
Pramod Kumar Sharma

Kadam Kadam Pe Hai Dhokhe
Vishwaas Bahoot Door Hai
Na Karna Tum Bewafai Unse
Jo Dil Ke Kareeb Hai.