Shers Archive for the 'Ghazals & Lyrics' Category

    Samandar Kya Kare’n Ge Qatra-E-Shabnam Chura Lein

Shayri Heart Star
47 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Samandar Kya Kare’n Ge Qatra-E-Shabnam Chura Lein,
Jo Mumkin Ho To Zakhm-E-Hijr Ka Marham Chura Lein,

Tumhara Sath Hai To Aik Bus Apna Hi Jeewan Kyun,
Jaha’n Walo’n Ki Sari Umr Aao Hum Chura Lein,


Read The Full Sher »

    Teri Nayno Ko Dekhkar Main Deewana Ho Gaya

Shayri Heart Star
35 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Teri Nayno Ko Dekhkar Main Deewana Ho Gaya,
Teri Churiyo Ki Khankhanahat Se Mujhko Ye Kaisa Ho Gaya,

Teri Paylo Ki Jhanjhanahat Se Mere Dil Ka Dharkan Badh Gaya,
Teri In Band Hotho Ki Kasam Mere Man Me Halchal Ho Gaya.


Read The Full Sher »

    Karte The Din Raat Jo Baatein Humse

Shayri Heart Star
434 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Karte The Din Raat Jo Baatein Humse,
Ajj Wo Karne Se Katrate Hai To Mein Kay Jaanu,

Karte The Jo Sirf Humse Hee Pyar Yadi,
Aaj Wo Kisi Aur Ko Chahte Hain To Mein Kay Jaanu.


Read The Full Sher »

    Kitabon Mein Koi Fasana Khojte Hai

Shayri Heart Star
261 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

किताबों में कोई फसाना खोजते हैं ,
हाथों से फिसला जमाना खोजते हैं ,

थके हैं तलाशे-जिन्दगी करते करते,
कहाँ है मौत का ठिकाना खोजते हैं ,


Read The Full Sher »

    Ab Ham Dekhei Tere Sapne Jab-Bhi Aankh Lagi Hai

Shayri Heart Star
89 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Ab Ham Dekhei Tere Sapne Jab-Bhi Aankh Lagi Hai,
Kholun Aankhei Band Rakhun Teri Hi Tasweeren,

Diwane Tere Kitne Ham Kese – Tujhe Bat Layei,
Raat Or Din Teri Bate Ham Khud Se Kiya Karte Hai,


Read The Full Sher »

    Mat Samajhnaa Rah-E-Ishq Aasaan Hai

Shayri Heart Star
64 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Mat Samajhnaa Rah-E-Ishq Aasaan Hai!
Zindagee Hai! Museebat Kaa Saamaan Hai!!

Aik Lamhah Na Kaatey Katey Hijra Kaa;
Meyzbaan Hun: Meyree Jaan Meyhmaan Hai!


Read The Full Sher »

    Kehte Hain Jisko Mohabbat

Shayri Heart Star
118 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Kehte Hain Jisko Mohabbat…
Wo Kabhi Nahin Tha Mera…
Chaha Tha Jis Ko Humne…
Woh Kabhi Nahin Tha Mera…

Roie Thi Mein Bahut…
Nahin Yeh Kisi Ne Jana…
Chahoon Mein Agar Hasna…
To Roe Yeh Zamana…


Read The Full Sher »

    Aadamee, Aadmeeyat Sey Anjaan Hai

Shayri Heart Star
29 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Aadamee, Aadmeeyat Sey Anjaan Hai!
Beech Hawwaa Wa Aadam Key Shaitaan Hai!!

Ab To Dair-O-Haram Bhi Nishaaney Pai Hain;
Gard-E-Dahshat Mein Eemaan Qurbaan Hai!


Read The Full Sher »

    Nasheelii Aankhon Se Haseeno Ne Jo Humen Nihaara Na Hota

Shayri Heart Star
85 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Nasheelii Aankhon Se Haseeno Ne Jo Humen Nihaara Na Hota,
Unke Surkh Hoton Pe Jo Naam Hamara Na Hota,

Doob Na Gaye Hote Chadhti Jawani Mein Hum Jo,
Majhdaar Mein Hamen Haseeno Ne Uttara Na Hota,


Read The Full Sher »

    Unkee Aankhoun Mein, Do A’ainey Mil Gaye

Shayri Heart Star
36 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Unkee Aankhoun Mein, Do A’ainey Mil Gaye!
Zindagee Ko Naye Maainey Mil Gaye!!

Gouhar-E-Aab Palkoun Sey Jhalkeyngey Kyoun,
Jab Ki, Shabnam Sey Ley Itra, Gul Khil Gaye?


Read The Full Sher »