Shers Archive for the 'Dard Bhari Shayari' Category

    Zindagi Se Apna Har Dard Chhupa Lena

Shayri Heart Star
184 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Zindagi Se Apna Har Dard Chhupa Lena,
Khusi Na Sahi Gam Gale Laga Lena,
Koi Kahe Mahobbat Aasan Hai,
To Use Mera Tuta Dil Dikha Dena.

By Sumit

    Harr Aansun Shabd Ban Jata Hai

Shayri Heart Star
88 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Harr Aansun Shabd Ban Jata Hai,
Teri Yaad Main Jab Rote Hai,
To Geet Ban Jata Hai.

Milte Hai Lakhon Rahon Main,
Lekin Har Koi To Nahi,
Man Kaa Meet Ban Jata Hai.

By VC Kumhar

    Hum To Nikle Hai Ghar Se Ek Dost Banane Ke Liye

Shayri Heart Star
399 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Hum To Nikle Hai Ghar Se Ek Dost Banane Ke Liye,
Duniya Mein Ek Poodha Dosti Ka Ugane Ke Liye,

Suna Hai Es Raah Per Lakhoon Mar Mite,
Hum Chale Hai Lekar Tamnna Usi Raah Ko Apnane Ke Liye,


Read The Full Sher »

    Zindagi Ke Kis-Kis Sawalat Se Ladun

Shayri Heart Star
341 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Zindagi Ke Kis-Kis Sawalat Se Ladun,
Khud Se Ladun Ya Halaat Se Ladun,

Din Ke Ujale Se Hi Der Lagta Hai Mujhe,
Kaise Is Tanhahi Bhari Raat Se Ladun,


Read The Full Sher »

    Khuli Ankhon Se Dekhta Hoon Sapne

Shayri Heart Star
577 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

खुली आँखों से देखता हूँ सपने,एक दिन तो सब बदल जायेगा,
दूर हुआ है मुझसे जो कोई, एक दिन हर कोई लौट आयेगा,

चंद ख़ुशी के लम्हों के सहारे गुजर रही है जिंदगी,
क्या कभी हमारे दर पर भी कोई खुशियों का पैगाम लायेगा,


Read The Full Sher »

    Kabhi Kasti Ne Kabhi Manjhil Ne Luta Hai

Shayri Heart Star
107 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Kabhi Kasti Ne Kabhi Manjhil Ne Luta Hai,
Tufaanon Ke Bich Mein Kinaroon Ne Luta Hai,

Kya Shikwa Karu Es Bedard Zamane Se,
Jinke Pass Dil Nahi Esne Dildaron Ne Luta Hai,


Read The Full Sher »

    Har Dua Arraam Nahi Deti

Shayri Heart Star
29 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Har Dua Arraam Nahi Deti,
Har Mulakaat Hashar Anjaam Nahi Deti,
Chalti To Dunia Hai Manjil Ki Firak Mein.

By Dilbag Singh

    Khaabon Ki Duniyan To Zindagi Nahin

Shayri Heart Star
10 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Khaabon Ki Duniyan To Zindagi Nahin,
Hqiqat Ki Dharti Pe Aayaa Jaaye,
Kuch Behtar Karne Ki Koshish Karen,
Beshak Kamyab Hone Se Rah Jaaye.

By Pramod Kumar Sharma

    Apnon Ko Dubo Dene Vale Hamne

Shayri Heart Star
8 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Apnon Ko Dubo Dene Vale Hamne,
Najane Kitne Nakhuda Dekhe,
Apnon Ke Dilo Se Gujrte Log,
Bahut Sare Khud Se Juda Dekhe.

By Dilbag Singh Guraya

    Saanp Ko Kechuaa Mat Samajhnaa

Shayri Heart Star
3 Views | Email This Shayari | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Saanp Ko Kechuaa Mat Samajhnaa,
Saanp To Saanp Hi Hota Hai.
Dushman Ko Dost Mat Samajhnaa,
Dushman Sagaa Nahin Hota Hai.

By Pramod Kumar Sharma