Shayari Likhna Unka Kaam Nahi
Ye Shayari Likhna Unka Kaam Nahi,
Jinke Dil Aankhon Mein Basa Karte Hai,
Shayari To Vo Shaks Likhte Hai,
Jo Sharab Se Nahi, Kalam Se Nasha Karte Hai.
By Mushaib Khan
Hindi Version
ये शायरी लिखना उनका काम नहीं,
जिनके दिल आँखों में बसा करते है,
शायरी तो वो शक्स लिखते है,
जो शराब से नहीं, कलम से नशा करते है।
Mast Photos For You

