Rone Se Nahi Badalte Naseeb
Wo Kehti Thi Rone Se Nahi Badalte Naseeb,
Un Ki Is Baat Ne Umar Bhar Rone Bhi Na Diya,
Uski Jafaon Ne Mujhe Tehzeeb Sikha Di Hai Mere Doston,
Main Rote Hue So Jaata Hoon Par Shikwa Nahi Karta.
Hindi Version
वो कहती थी रोने से नहीं बदलते नसीब,
उन की इस बात ने उम्र भर रोने भी न दिया,
उसकी जफ़ाओं ने मुझे तहज़ीब सिखा दी है मेरे दोस्तों,
मैं रोते हुए सो जाता हूँ पर शिकवा नहीं करता।
Mast Photos For You

