Dilon Men Phir Wo Pehale Si, Mohabbat Ho Agar Paida

Shayari Heart Image 110 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

दिलों में फिर वो पहली सी, मोहब्बत हो अगर पैदा
यकीनन हो नहीं सकता, जहाँ में कोई शर(फसाद) पैदा

फ़जाओं में जो तल्खी(कड़वाहट)है जला कर खाक़ कर डालो
शजर(वृक्ष) ऐसे लगाओ जिनपे हों मीठे समर(फल) पैदा


Read The Full Sher »

    Kaho Kuchh, Ki, Kyoun Paas Aatey Nahin Ho

Shayari Heart Image 24 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Kaho Kuchh, Ki, Kyoun Paas Aatey Nahin Ho?
Sataatey Ho, Par, Kuchh Bataatey Nahin Ho?

Lalaktee Hai Jab Bahr Ko Mouj-E-Dariyah:
Mujhey, Yar, Tab Bhee Bulaatey Nahin Ho?


Read The Full Sher »

    Except Me & Including God

Shayari Heart Image 8 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Except Me & Including God,
No Body In This World That Happiest On Ur Happiness,
Saddest On Ur Sadness & Cry Enough If A Drop Of Tear Come Frm Ur Eyes…!

By Rohit Kumar

    Hamari Nazaron Ne Unki Nazaron Ko

Shayari Heart Image 120 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Hamari Nazaron Ne Unki Nazaron Ko,
Nazr-E-Inayat Karr Chahat-E-Nazar Ka Nazrana Jo Bheja,

Unki Nazron Ki Nazaqat Se Kuch,
Yun Nazaren Unki Kehne Lagi,


Read The Full Sher »

    Tu Thak Na Baith Abhi Tera Swabhiman Baki Hai

Shayari Heart Image 42 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Tu Thak Na Baith Abhi Tera Swabhiman Baki Hai,
Jami Khatm Hui Hai Aasma Baki Hai

By Rajiv Ranjan Raj

    Koi Phoolon Mein Rang Dhoondhta Hai

Shayari Heart Image 11 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Koi Phoolon Mein Rang Dhoondhta Hai Koe Dhoondhta Khushboo.
Hamein Duniya Se Kuchh Lena Nahin Bas Hai Aik Teri Justujoo.

By Pramod Kumar Sharma

    Kaash Main Unki Ghazal Ka Qaafiya Hoti

Shayari Heart Image 125 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Kaash Main Unki Ghazal Ka Qaafiya Hoti,
Labon Pe Rahati Kabhi Dil Ke Darmiya’n Hoti,

Aana Hai Roz Mayakhaanon Mein Unka,
Rishta Hai Kuchh Paimaanon Se Unka,


Read The Full Sher »

    Kisi Ke Ghar Mein Rahane Se Kya Hota Hai

Shayari Heart Image 42 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Kisi Ke Ghar Mein Rahane Se Kya Hota Hai,
Uske Dil Mein Apna Ghar Basana Hota Hai,
Kori Baaton Se Desh Prem Nahin Hota,
Jaan Dene Mein Aage Aana Hota Hai.

By Pramod Kumar Sharma

    Duniya Bahut Haseen Hai

Shayari Heart Image 22 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Duniya Bahut Haseen Hai, Rangeeniyaan Hain Khoob,
Ab Aadmee Key Khoon Key Chheentoun Kaa Dour Hai!
Hotey Rahey Hain Zulm-O-Sitam Yun To Azal Sey,
Par Aaj Bhi Insaan Hain, Rahney Ki Thhour Hai!

By Abd Bundeli (Ram Prakash Garg)

    Tammana Kuch Haasil Karne Ki Nahin Hai Baaki

Shayari Heart Image 91 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Tammana Kuch Haasil Karne Ki Nahin Hai Baaki,
Hasrat Ik Hi Jo Bachi Hai Baaki,

Wo Tera Deedaar Karne Ki Hai Baaki,
Aye Huda, Aye Bhagwaan Tu Hota To Hai,


Read The Full Sher »