Basa Hai Dil Mein Wo Khushi Ki Tarah

Shayari Heart Image 37 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Basa Hai Dil Mein Wo Khushi Ki Tarah,
Shaayad Hai Wo Zindagi Ki Tarah.
Mager Kitane Badnaseeb Hain Hum,
Milte Bhi Hain To Ajanabi Ki Tarah.

By Sahil Verma

    Aaj Bikhri Huii Zulfon Ka Nazaara Dekha

Shayari Heart Image 40 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Aaj Bikhri Huii Zulfon Ka Nazaara Dekha,
Chaand Mohalle Mein Dobaara Dekha.
Hans Raha Tha Wo Jaane Kya Dekhkar,
Humne To Sirf Uska Chehara Dekha.

By Sahil Verma

    Rangeeniyan Es Duniya Ki Hamko Raas Na Aayi

Shayari Heart Image 42 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Rangeeniyan Es Duniya Ki Hamko Raas Na Aayi.
Isliye Aye Sanam Hamne Doondh Liya Aik Harjaai.

By Pramod Kumar Sharma

    Har Shaks Ki Ankhon Main Kuch Khawab Hote Hai

Shayari Heart Image 10 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Har Shaks Ki Ankhon Main Kuch Khawab Hote Hai,
Kuch Adhure To Kuch Poore Hote Hai,
Milti Hai Unhi Khwabon Ko Apne Raah Ki Manzil,
Jin Khwabon Ke Liye Dil Main Jazbaat Hote Hai.

By  Amar Nath Prajapati

    Shaheede Watan Ka Nahi Koi Saani

Shayari Heart Image 222 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

शहीदे वतन का नहीं कोई सानी
वतन वालों पर उनकी है मेहरबानी

वतन पर निछावर किया अपना सब कुछ
लड़कपन का आलम, बुढ़ापा, जवानी


Read The Full Sher »

    Wattan Ke Liye Qurbaani Dene Ka Wohi Ik Jazbaa Maangu

Shayari Heart Image 97 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Naa Takht-O-Taaj.. Naa-Ye Zinda Rehne Ki Dua Maangu,
Naa Apni Khushi Naa-Ye Seher Se Koi Ziyaa Maangu,

Maangu To Apne Wattan Ke Liye Subhash Chandra Bose Jesa Phir Se Ik Neta Maangu,
Maangu To Bass Khud Se Aur Apne Wattan Ke Logon Se,


Read The Full Sher »

    Saaz Unhi Haathon Mein Sajta Hai Jo Bazaa Sake

Shayari Heart Image 41 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Saaz Unhi Haathon Mein Sajta Hai Jo Bazaa Sake,
Pad Unhi Se Shobhit Hota Jo Garima Nibhaa Sake.

By Pramod Kumar Sharma

    Sooraj Ne Etna Nahin Tapaaya

Shayari Heart Image 49 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Sooraj Ne Etna Nahin Tapaaya,
Jitna Chandni Ne Jalaaya Hai.
Auron Ne Etne Ghum Nahin Diye,
Jis Kadar Apnon Ne Rulaaya Hai.

By Pramod Kumar Sharma

    Uljhane Sulajhne Ka Naam Nahi Leti

Shayari Heart Image 62 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Uljhane Sulajhne Ka Naam Nahi Leti,
Unki Yaaden Karane Koi Kaam Nahi Deti.

Varshon Purana Rista Hai Marj Se Mera,
Koi Dawa Or Daru Aaram Nahi Deti.


Read The Full Sher »

    Insaan Ko Chaahiye Ki Gardish Mein

Shayari Heart Image 25 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Insaan Ko Chaahiye Ki Gardish Mein,
Bhi Honslon Mein Kami Na Ho.
Gard Pahachaan Nahin Khoti Chahe,
Zameen Pe Ho Ya Falak Pe Ho.

By Pramod Kumar Sharma