Hum Janta Hai

Shayari Heart Image 86 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

हम जनता हैं,
बापू के बंदरों की तरह चुप हैं,
आँख,कान,मुंह सब बंद हैं,
हमने शांति का पाठ सीखा है,
हर्षद मेहता,केतन मेहता या कलमाड़ी,
हमें सब स्वीकार हैं,
और जो देश के कर्णाधार हैं,

Read The Full Sher »

    Ye Dil Bhi Kitna Naadan Hota Hai

Shayari Heart Image 138 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Ye Dil Bhi Kitna Naadan Hota Hai,
Sab Kuch Jaante Hue Bhi Anjaan Hota Hai,

Dhadkta Toh Ye Har Pal Hai Par,
Rota Tab Jab Koi Apna Aankho Se Dur Hota Hai,


Read The Full Sher »

    Dard Or Dukh Se Bhari Teri Duniyaa

Shayari Heart Image 47 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Dard Or Dukh Se Bhari Teri Duniyaa,
Bhuk Or Pyaas Se Mar -Rahi Teri Duniyaa,

Aaj Majbur Hai Budhi Maa Sab Ki,
Un Ko Thukra Rahi Teri Duniyaa,


Read The Full Sher »

    Badal Mein Chaand Jaise Lagta Hai Sabko Nyara

Shayari Heart Image 14 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Badal Mein Chaand Jaise Lagta Hai Sabko Nyara,
Aise Hi Hai Hamko Bharat Hamara Pyara.

By Amreen Fatma

    Tu Banaata Hi Nahin Gar Tujhko Yeh Hota Yakeen

Shayari Heart Image 127 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Tu Banaata Hi Nahin Gar Tujhko Yeh Hota Yakeen,
Ke Zindagi Ho Jayegi Itni Sasti Ek Din,

Begunaah Bandon Pe Tere Zulm Agar Hote Rahe,
Aye Khudaa Mit Jayegi Teri Hasti Ek Din,


Read The Full Sher »

    Chahat Teri Pehchan Hai Meri

Shayari Heart Image 56 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Chahat Teri Pehchan Hai Meri,
Mahobbat Teri Shaan Hai Meri,
Hoke Juda Tujse Kya Reh Paunga,
Tu To Aakhir Jaan Hai Meri.

By Sultan

    Yahan Tak Sab Kuchh Theek Thha

Shayari Heart Image 32 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Yahan Tak Sab Kuchh Theek Thha,
Jab Tak Mera Dil Mere Kareeb Thha.
Bahalaane Ko Le Gaye Thhe Wo,
Bahakaa Diya, Ye Mera Naseeb Thha.

By Pramod Kumar Sharma

    Eid Ka Din Bhi Kitna Hai Feeka

Shayari Heart Image 97 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Eid Ka Din Bhi Kitna Hai Feeka,
Ab To Aaja Ke Din Hai Khushi Ka,

Chand Nikla Na Meri Khushi Ka,
Eid Kaisi Jo Gum Ho Kisi Ka,


Read The Full Sher »

    Dard Deke Khushiya Manate Hai Woh

Shayari Heart Image 87 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Dard Deke Khushiya Manate Hai Woh,
Ankhon Mein Ansu Deke Muskurate Hai Woh,
Hume To Chod Diya Kato Ke Daman Mein,
Khud Gulhistan Me Rahte Hai Woh.

By Satish

    Fir Dwandh Hua Man Mein Fir Toot Gayi Kasame

Shayari Heart Image 70 Views | Email This Shayari | Print This Sher | Send Free SMS This Sher To Any Mobile In INDIA

Fir Dwandh Hua Man Mein Fir Toot Gayi Kasame,
Fir Uthe Kadam Maikhane Ko,

Fir Bhool Gaya Hoon Kaun Main,
Fir Laga Sharabi Jamane Ko,


Read The Full Sher »