Mujhe Sharab Peene Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Gum-Sum Udaas Rahne Ki Aadat Se Ho Gayi Hai,
Apne Hi Doston Ne Itne Diye Mujhe Dhokhe,
Ranj-O-Aalam Gam Sahne Ki Aadat Se Ho Gayi Hai,
Masoomiyat Se Chahre Ne Aisa Kahar Barpa,
Bewafa Ko Wafa Kahne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Lamha Nahi Katte Ab To Apno Ke Beech Mein,
Ik Din Ko Saal Kahne Ki Aadat Se Ho Gayi Hai,
Jinda Hoon Phir Bhi Lagta Hai Jinda Nahi Hoon Main,
“Anmol“ Ko Lash Dhone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai.
By Anmol Arora
More Shayari by Anmol Aroraमुझे शराब पीने की आदत सी हो गयी है,
गम-सुम उदास रहने की आदत से हो गयी है,
अपने ही दोस्तों ने इतने दिए मुझे धोखे,
रांज-ओ-आलम गम सहने की आदत से हो गयी है,
मासूमियत से चहरे ने ऐसा कहर बरपा,
बेवफा को वफ़ा कहने की आदत सी हो गयी है,
लम्हा नहीं कटते अब तो अपनों के बीच में,
इक दिन को साल कहने की आदत से हो गयी है,
जिन्दा हूँ फिर भी लगता है जिन्दा नहीं हूँ मैं,
"अनमोल" को लाश ढोने की आदत सी हो गयी है।