Mujhay Bhi Madinay Bula
Mujhay Bhi Madinay Bula Mere Mola
Karam Ki Tajalli Dikha Mere MolaBohut Beqarari Kay Alam Main Hoon Main
Meri Beqarari Mitta Mere Mola
Suna Hai Madina Karam Hi Karam Hai
Tu Rakhta Jahan Main Sabhi Ka Bharam HaiTujhay Wasta Tere Pyare Nabi(S.A.W.W) Ka
Meri Ab Tho Bigri Bana Mere MolaYeh Dono Jahan Tere Zer-E-Aser Hai
Jo Tujh Ko Na Maanain Bare Bekhaber HaiNaheen Jante Jho Tere Ghazab Ko
Unhe Ghaflatoon Se Jaga Mere MolaJisay Tu Nay Chaha Main Us Pay Fida Hoon
Main Tere Muhammad Ke Der Ka Gada HoonTujhe Wasta Kerbala Ki Zameen Ka
Mujhe Her Bala Se Bacha Mere MolaShafa’t Ka Wada Keya Tu Nay Jis Se
Gunnah Gaaar Umeed Rekhtey Hai Tujh SeShafa’t Kerain Tujh Ss Ummat Ki Aqa
Tu Kerna Sabhi Ka Bhala Mere MolaMuhammad(S.A.W.W) Ko Tu Ne Jo Quran Deya Hai
Karoroon Diloon Main Mukamal Chupa HaiAy..Quran Ke Khaliq Guzarish Hay Tujh Se
Mere Dil Main Quran Basa Mere MolaMujhay Bhi Madinay Bula Mere Mola
Karam Ki Tajalli Dikha Mere Mola….!!
Mast Photos For You


nice nashhed mashalla
asalamu alaikum. Wow this nasheed is so good.
pleas mujhy naat or islami shairi mail karen
i love nasheeds
i want to go saudia arabia
awesomeeeeeeeeeee
mashallah this nasheed is so nice. i love nasheeds so i always read them
asalamu alaikum. mere Name Shadab Mujha Bhi Islam Ke Bare Bolo
sache dil ise nasheed ko padoo insha allah,madinay sach mei jayenge..
Bahut badhiya naat-e-sharif hai hai…
its a wonderful naat-e-shreef
Mashallah
mashallah its so nice